WhatsApp Payment : Ab Kare Payment WhatsApp Se | New Payment Feathers Of WhatsApp | WhatsApp Se Paise Tranisfer Kaise Kare | 2021

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Duniya Me Jitne Bhi Android Phone Hai Sabhi ME Whatspp Install Jarur Hota Hai. Doto WhatsApp Ek New Feathre Aaya Hai Jiske Baare Me Ham Apko Batane Wale Hai. Wo Aapka Bhi Pata Hona Chahiye.

Important Links :

  1. Get Download Ludo App Earn Money Online
  2. Get Free Fire Free Diamond  
  3. Value Option- Survy Karke Paise Kamaye ? 
  4. BYJU’S Learning App Download 
  5. LPU B.Tech MBA Learning App Downoload

 

Covered Question :

  1. Whatsapp Se Payment Kaise Kare ?
  2. Whatsapp Se Paise Transfer Kaise Kare ?
  3. Whatsapp Me Payment Option Ko Enable Kaise Kare ?
  4. whatsapp pay kaise use kare
  5.  How To Payment For WhatsApp ?
  6. Whatapps Se Money Trainsfer Kaise Karte Hai ?
  7. Kya Whatsapp Se Money Transfer Hota Hai ? 

Kya WhatsApp Se Paise Transfer Kiya Ja Sakta Hai ?

Dosto Aap Jante Hi Hai Ki WhatsaApp Ne New New Update Aate Rahte Hai. Dosto Is Baat Whatsapp Me Jabardast features Aaye Hai. Jo Ki Hamare liye Bahut Hi Usefull Hai.Dosto Aap Yahi  Soch Rhe Honge Na Ki Kya Real Me Whatsapp Se Payment Ho Sakta Hai ? Ji Ha Dosto Ab Whatsapp Se Bhi Payment Hone Laga Hai. Dosto Ab Aap Whats Se Sirf SMS Nhi Nhi Paise Bhi Bhej Sake Hai. Hai Na Kamal Ki Bat. Whatap Me Bhi UPI Ka Otpion Aa Gya Hai. Whatsapp Payment Nov. 2020 Ko Start Hua Hai. Doto Yadi Aap Whatsapp Se Payment Send karna Chahte Hai TO Bahut Hi Aasani se Kar Sakte Hai.

Whatsapp Se Payment Kaise Kare ?

Dosto Ab Aap Bahut Hi Aaasani Se Whastapp Se Apne Dosto Ko  Payment Bhej Sakte Hai. Dosto Iske Liye Aapko Sabse Pahle Aapne Yadi Whatsap Ko Update Nhi Kiya Hoga To Kar Le. Whatsapp Ko Update Karne Par Hi Aapke Payment Wala Option Dikhai  Dega,Whatsapp Se Paise Send Karne Aur Recieve Karne Ka Process Ham Apko Batane wale Hai . To Chaliye Dosto Start Karte Hai.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Whasapp Open Kare.

Step 02. Fir Aap Apke Kisi Bi Dosto Ka Number Nikale Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

Yaha Pe Aap Attach Wale Option Pa Jaye.

Step 03. Fir Aapko Payment Wala Option Dikhai De Rha Hoga Usme Jaye.

Step 04. Aapko Bank Ka List Dikhai De Rha Hoga Apna Bank Select Kare.

Fir Yaha Par Aapko Verify Karne Ke Liye SMS Karna Padhega Jaise Ki NIche Me Dekh Sakte Hai.

Fir Dosto Verify Hote Hai Apka Whatsapp Me Payment System Enable Ho Jayega.

To Doto Is Prakar Se Aap Apne Whatsapp Me Payment System Ko Enable Kar Sakte Hai.

Whatsapp Se Paise Kaise Bheje ?

Dosto Jaise Ki Whatsapp Me Bhi Paise Ki Bahut Hi aasani Se Bheja Ja Sakte Hai.

Leave a Comment