Waise Dosto Is Post Me Ham Aapko Ek Free Ka Website Banana Sikhayenge. Jisme Aapko Koi Karch Karna Bhi Nahi Padega. Dosto Aap Website Free Me Aur Paid Karke Bhi Bana Sakte Ho.
Dosto Yadi Aap Pahli Baar Website Ya Blog Bana Rahe Ho To Free Ka Hi Banaye Fir Website Banane Ka Experience Hone Ke Baad Aap Paid Karke Ek Professional Website Bana Sakte Hai. Yadi Aap Professional Website Banane Chahte Hai To WordPress Ke Madad Se Ek Professional Website Bana Sakte Ho.
Free Ka Website Kaise Banaye-Blogger
Yaar Main Bahut Dino Se Soch Raha Tha Ki Website Kaise Banate? Hai Blog Kaise Banate Hai ? In Sab Ke Baare Me Bhi Article Likhunga. Lekin Isme Baare Me Mujhe Puri Knowledge Nahi Tha. Lekin Dosto Ab Iske Baare Me Mujhe Puri Knowledge Ho Gya Hai Jiske Karn Main Aapko Bhi Blog Banana Sikha Raha Hu Yadi Aap Blog / Website Banane Me Interested Hai To Jarur Banaiye. Ham Aapko Pura Support Denge. Yadi Aapko Blog / Website Banane Se Related Koi Bhi Problem Ya Sawal Ho To Hame Comment Jarur Kijiye.
Dosto Free Ka Website Banana Chahte Hai To Google Ne Aap Logo Ko Ek Service Diya Hai Jiske Madad Se Aap Ek Blog Bana Sakte Hai. Jiska Naam Hai – Blogger . Dosto Ye Bilkul Free Ka Hai Isme Website Banane Par Koi Charge Nahi Hai. To Chaliye Dosto Blogger Me Website Banana Start Karte Hai.
You Also Read
01.Guest Post Likhne Ke Fayde
02. Blog /Website Ko Delete Kaise Kare ?
03. Blogger Me Blog Bana Lene Ke Baad Kya Kare ?
04.Blogg Me Pageviwes Gadget Add Kaise Kare ?
05. Blog Me Sub Menu Add Kaise Kare ?
Dosto Blog Banane Ke Liye Ye Pura Step Ko Step By Step Read Kare.
Step 01. Blogger Me Blog Banane Ke Liye Aapke Pass Google Account Hona Jaruri Hai.
Step 02. Www.Blogger.Com Par Jaaiye.
Step 03. Yaha Par Yadi Aap First Baar Aa Rahe Ho To SingUp Par Click Kare Yadi Aap Pahle Se Register Hai To Login Par Click Kare .
Setp 04. Waha Pe Apna Email Daal Ke Login Kariye. Fir Aapke Samne Is Tarh Dikhega
Isme Aap Koi bhi Sa Select Kar Sakte Hai. Mere Hisab Se Aap Blogger Profile Ko Hi Select Kare Kyoki Aap Blog Bana Rahe Hai. Chahe To Aap Google Profile Bhi Select Kar Sakte Hai Par Blogger Profile Best Rahta Hai.
Step 05. Fir Aapke Samne Me Is Tarh Ka Page Open Hoga
Jisme Aapko Display Name Me Aap Apna Naam Likhe. Yadi Aap Chahe To Apne Website Ka Name Bhi Likh Sakte Ho. Lekin Yaha Par Apna Name Likhna Behttar Hoga.
Step 06. Fir Aapke Samne Ek Nya Page Open Hoga Is Tarh Se
Jisme Aapko New Blog Par Click Karna Hoga.
Step 07. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega
Jisme Aapko Niche Diye Gaye Jaankari Fill Karni Hai
- 1. Isme Aap Apne Website Ka Title Name Dena Hai.
- 2.Isme Aap Website Ka Name Likhna Hai. Dosto Yadi Pahle Se Wo Name Se Website Ban Gya Hai To Us Name Se Dobara Nahi Banega. Aap Dusra Name Try Karke Dekhe.
- 3.Isme aapko Koi Bhi Sa Blog Theme Select Karna Hai.
- 4.Create blog ! Par Click Kar De
bahut badiya post hai
thank you sonu
Thank you!! Meganto par website kaise banaye iske baare mein ek special post kariye. I am waiting…
http://blog.rajcreatives.com/
sir,I am a big fan of you, I see your post daily and get very good information.
it, please approved it
https://shivatechnical.com/weight-gain-tips/
https://shivatechnical.com/gb-road-delhi-rate-list/
https://shivatechnical.com/data-cleaning-techniques/
https://shivatechnical.com/what-is-seo-writing/
https://shivatechnical.com/do-follow-backlinks-sites-list/
https://shivatechnical.com/what-does-seo-mean/
https://shivatechnical.com/how-to-gain-weight/
https://shivatechnical.com/how-to-make-website-easy-ways/