Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Ki Kaise Aap Apne Kisi Bhi Blog Ya Fir Kisi Bhi Website Ko Bind Webmaster Tool Me Submit Kar Sakte Hai. Dosto Yadi Aap Bhi Hamari Tarh Ek Blog Banwane Chahte Hai To Bahut Hi AAsani Se Banwa Sakte Hai. Blog/Website Kaise Banwaye ? Aap Yaha Jake Hamse banwa Sakte Hai.
Dosto Jo New Blogger Hote Hai Wo Ashar Kahte Hai Ki Blog Par Traffic Nhi Aa Rha Hai. Dosto Jab Tak Aap Sabhi Search Engine Jaise Ki Yahoo, Google, Bing ETC Me Apna Site Ko Index Nhi Karenge Tak Tak Aapka Blog Par In Search Engine Me Show Hi Nhi Hoga Isliye Dosto Yadi Aap New Blog Ho Ya Old Aap sabhi Search Engine Me Apna Blog Ko Submit Jarur Kare.
Dosto Kya Aapke Pass Koi Blog Hai ? Kya Aap Apne Blog Ko Bing Search Engine Me Show Karna Chahte Hai ? Yadi Ha To Is Post Me Ham Aapko Pure Process Batayenge. Dosto Yadi Aap Ek Baar Apne Blog Ko Bing webmaster Tools Me Submit Kar Dete Hai TO Aapko Blog Bing Search Engine Me Show Hone Lagega.
What Is Bing Webmaster Tools ?
Dosto Yahoo Aur Bing Ek Hi Hai. Dosto Bing Web Master Tools Kya Hai ? Aap Jaante Hi Hai. Dosto Jis Tarh Google Ek Search Engine Hai Usi Tarh Bing Bhi Ek Search Engine Hai Furk Itna Hai Ki India Me Bing Search Engine Ka use Bahut Kam Hota Hai. India Me Google Search Engine Ka Use Jyada Kiya jata Hai. Dosto Jis Tarh Aap Apne Blog Ko Google Search Engine Me Submit Karte Hai Thik Usi Tarh Aap Bing Me Bhi Sumbit Karenge Ham Aapko Pura Process Step Buy Step Batayenge.
Dosto Bing Ek Google Ki Tarh Hi Ek Search Engine Hai. Jisme Ham Kisi Bhi Keyword Ke Baare Me Research Kar Sakte Hai. Dosto Bing Ka use Dusre Desho Me Bahut Hota Hai. India Me Google Search Engine Ka Use bahut Jyada Kiya Jata Hai.
Dosto Aap Sabhi Search Engine Me Apna Blog Ko Add Kar Dete Hai To Aaka Site Par Full Traffice Aayega. Isliye Dosto Aapka Jitna Bhi Blog Hai Usko Saare Sarch Engine Me Add Kar Do.
Benifit Of Bing Submit Blog
Dosto Aap Soch Rhe Hai Ki Ham Bing Me Ham Apne Site Ko Add Kyo Kare. Dosto Main Manta Hu Ki India Me Jyadata Google Ka Use Kiya Jata Hai Par Kai Aise Log Bhi Hai Jo Bing Search Engine Ka Use Karte hai. Dosto Aapko Pata bhi hai ki Bing Search Engine Ka Use Dusre Country Ke Log Jyada Karte hai. Yadi Aapka Site Rank Karega To Aapko Jyaa CPC Milega.
Dosto Sath Hi Aap Sabhi Search Engine Me Apne Blog Ko Add Karte Hai To Aapka Blog Me Full Traffic Aayega Aur Dosto Aapko Pata bhi hai Full Traffic Yani Ki Jyaa Income. To Dosto Aapko Ye sab Benifits Milega
Dosto Jab Tak Aapka Site Search Engine Me Index Nhi Hota Tab Tak Aapka Site Search Engine Me Nhi AAyega Isliye aapko Apne Site Ko All Search Engine Me Submit Jarur Kare.
How To Submit Your Blog In Bing Webmaster ?
Dosto Bing Webmaster Me AAp Apna Site Ko Submit Kaise Karenge ? iske Baare Me Ham Aapko Niche Step Buy Step Batayenge.
Dosto Aap Bahut Hi Aasani Se Bing Par Apne Kisi Bhi Blog Ya Website Ko Submit kar Sakte Hai. Bas Aapko Hamare bataye Gaye Ste Ko Follow Karna Hai.
Step 01. Dosto Sabse Pahle AAp Niche Diye Gye Bing Webmaster Ko Partal Par Jaye.
Step 02. Dosto Bing Webmaster Ko Portal Open Hone Ke Baad Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe AApko Sing In Par Click Karna Hoga
Step 03. Fir Aapko Apne Google Id Se Sing In Ho Jana Hai.
Step 04. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Par Aap Apna site Ka URL Daale Fir Add Par Click Kar De.
Step 05. Fir Dosto Aapko Ek Code Milega Jisko Aap Apne Site Ke <head> Ke Baad Past Kar Dena Hai Fir Save kar Dena Hai. Fir Dosto A Apna Sitemap Ko Bhi Add Kar Dena Hai Fir Dosto Aapka Site Bing Webmast Me Add Ho Jayega aur Apka Blog Bing Me Bhi Show Hone Lagega.
Dosto Doto Ye Post Kaisi Lagi Aapko Hame Niche Comment Karke jarur Bataye Sath Hi Hame Blogging Se Realated Sawal Puchhna Chahte Hai TO Aap Hame Bindas Puchh Sakte Hai. Dosto Hamare Post Achchhe Lage To Ek Share Jarur Kar Dena Sath Hi Hamare Facebook Page Aur Youtube Channel Ko Like Jaru Kare.