UTI Pan Card Jari Rakhne Ke Liye Computer Me MAC Utility Install Kaise Kare


Hello VLE Bhaiyo Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batayenge Ki Aap Apne Computer Ya Laptop Me MAC Utility Install Kaise Karenge.

Dosto Jo VLE UTI Portal Se PAN Card Banate Hai Un VLE Bhaiyo Ko Apne Computer / Laptom Me MAC Utility Ko Install Karna Jaruri Hai Dosto 30 September Tak Aapko Ye Work Karna Hai Nahi To Aap UTI Se Pan Card Nhi Bana Sakte hai. To Jaldi Se aap Logo Niche Diye Gye Step Ko Follow Karke Mac Utility Ko Install Kar Le.


What Is Mac &JDR ?


Dosto Apne Computer Me MAC Install Karne Se Pahle Hame Ye Jaana Jaruri Hai Ki MAC Kya Hai? Ise Install Karna Kyo Jaruri Hai ? Iske Baad Hi Ham Aapko Intall Karna Batayenge.

Dosto MAC Ka Full From Hai Media Access Control  Jo UTITS Ke Network Me Jitne Bhi Device Hai Loptop/Computer/Mobile Etc  Un Sabhi Devices Ka MAC Address Available Kara Rha Hai Jisse MAC Adreess Se Us UTI Ko Ye Pata Chalega Ki PAN Card Ka Kaam Ho Raha Hai Jitne Bhi Ho Raha Hai Wo Kis Devices Me Ho Rha Hai Ye Pata lagega UTI Ko

Aur JDR Ka Full From Hai Java Developmen Kit JDR Ko Java Kahte Hai Jo JDR Java Ka Ek Version Hai, Java Ki Jarurat MAC Ko Run Karne Ke Liye Hota hai Jab Tak Aapke Computer ME JDR Nhi Hoga Tab Tak Aap MAC Ko Install Nhi Kar Payenge

To Dosto Ab Aapne MAC Aur JDR Ke Baare Me jaan Liye Hai aur Ye Bhi Jaan Liye Hai Ki MAC Utility Ko Install Karna Kyo Jaruri Hai To Chaliye Dosto Start Karte Hai MAC Ko Install Karna.


Ye Bhi Padhe.

01.Pan Card Ka Name , DOB , Address ETC Change Kaise Kare ?

02.Pan Card Online Karte Samy Kuch Mistakes Hone Par Kya Kare ?

03.Pan Card Status Check Kaise Kare ?

04.UTI Se Pan Card Kaise Banate Hai ?

05. PMGDISHA Ka Invoce Payment Generate Kaise kare ?


How To Install MAC Utility & JDR

Dosto JDR Ko Install Karna To Aasan Hai Par MAC Utility Ko Intall Karna Hard Hai Lekin Tension Nhi Lene Ka Dosto Jab Tak Ham Hai To Chaliye Step Ko Start Karte hai.

Step 01. Dosto Aap Logo Ko Sabse Pahle Apne Computer Me Yahi JAVA Ya JDR Aur MAC Ho To Use  Unintall Kar Aur C Drive Me jake Un Folders Ko Bhi Delete Kar De (Mac Aur Ja Ke Folder Ko ) 


Step 02. Unintall Karne Ke Baad Apne Computer Ko Ek Baar Restart Kar De.


Step 03. Fir Dosto Win+R Click Kijiye Aur Apne Computer Ke Temprorry File , Chache File Ko Delete kar De. TEMP File Ko Delete Kaise Karte hai Iske Baare Me Post Likh Chuke Hai Aap  Padh LE.


Step 04. Ab  Recycle Bin Me Jaake Sable Delete kar De.


Step 05. Dosto Ab Aap Fir Se Computer Ko Ek Baar Restart kijiye.

Step 06. Ab Dosto Niche Diye Gaye Link Se JDR Aur MAC Utility App Ko Download Kare 



ЁЯСЙGet Download JDR Java MAC Utility ЁЯСИ



Step 07. Ab Aap Sabse Pahle  JDR Java Ko Install Kijiye

Step 08. JDR Java Install Hone Ke Baad Dosto Computer Ko Ek Baar Fir Se Restart kare.

Step 09. Ab Dosto Aap Apne Computer Me CMD Open Kare Aur Usme Niche Diye Gye Code Step Se MAC Ko Install Kijiye.



Step 10.Upar Diye Gye Image Ko Follow Kare Fir Dosto Aapka MAC utility install Ho jaayega

How To Confirm Install MAC Utility 


Dosto MAC Utility Install Ho Gya Hai Ye Confrim Karne Ke Liye Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare

Step 01.Sabse Aap Apne Computer Me WIN+R Button Dabake RUN Program Ko Open Kijiye.

Step 02. Fir Usme Services.msc Likhiye Aur Open Par Click Kijiye.



Step 03. Fir Usme aap Mac Utiltiy App Running Kar Rha Hai Ki Nhi Dekhe Usme Is Tarh Se Aapko Dikhai Dega jaise Ki Niche Image Me Hai



Fir aapko Is List Me Mac Utility Dikhai Dega To Iska Mtlb Hai Ki Aapke Computer Me Mac Utility Install Ho Gya Hai.

Ye Bhi Padhe.

01.PMGDISHA Students Ke liye Email Id Kaise banaye ?

02. E Adhaar Service Activation From 


03. CSC ID Lene Ki Full Process Kya Hai ?


04. OneAd Se 250000 Rupye Kaise Kamaye ?


05.CSC ID Deactive hone Par Kya Kare ?


Dosto Is Tarh Se Aap Apne Comptuer Me UTI MAC Utility App Ko Install Kar Sakte Ho Dosto yadi Aapko Koi Bhi Prablem Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment jarur Kare. Aur Dosto Yadi Aapko Ye Post achchhe Lage To Ek Share Jarur Kre aur Koi Bhi Sawal Puchhna Hai To Hame Niche Comment  Box Me Comment Jarur kare.

Leave a Comment