Hello VLE Bhaiyo Yadi Aap UTI Se PAN Card Apply Karte Hai Ye New Updates Ke Baare Me Aapko Jarur Pata Hona Chahiye. Dosto UTI PAN Portal Me Jo New Updates Aaye Hai Uske Karn Hamare Bahut Se VLE Bhai Pareshan Hai Ki UTI Me Document Upload Nahi Ho Rha Hai.
Ye Bhi Padhe.
01. UTI Se PAN Card Kaise Banaye ?
02. PAN Card Status Check Kaise Kare ?
03. JIO Ka Retailer ID Kaise Apply Kare ?
04. Digital Sewa Portal Se Insurance Premium Ko Renew Kaise Kare ?
05. Jio WIFI Ka Password Reset Kaise Kare ?
Dosto UTI PAN Portal Ku Kuch Jyada Updates Nahi Kiya Gaya Hai Jisme Only PAN + Supporting Document, Photo And Signature Ko Upload Karna Hai Baki Address Proof , DOB Proof Ko Hata Diya Hai Hai.
Dosto Hamne Apne Pichhle Post Me Kya- Kya Document Upload Karna Padte Hai Aur Kitne DP Me Document Ko Upload Karne Padte Hai Iske Baare Me Ham Aapko Bata Chuke Hai Chahe To Aap Pichche Post ( Pan Card Document Upload Kaise Kare )Me Dekh Sakte Hai.
New Updates For UTI PAN Portal
Dosto Jaise Ki Aapko Pata Hai 23/03/2019 Ko UTI Me Kuch Updates Kiye Hai Jo Jyada Khas To Nahi Hai Par Aap Logo Ko Iska Solution Batana Jaruri Maanta Hu
To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki UTI Me Document Ko Upload Kaise Karte Hai.
Dosto UTI Me Ab Kewal Three Files Upload Karni Hai Jo Niche Me Diya Gya Hai.
01. Pan From + UID
02. Photo
03. Signature
You Also Read.
01. New CSC Id Full Process Details
02.Kisi Bhi Sim Ko Jio Me Port Kaise Kare ?
03.CSC Academy Me BCC Students Ka Assessment Complete Kaise Kare ?
04. UTI VS NSDL Best Portal
05.GST Cancelled Kaise Kare ?
Pan From Aur UID (Adhaar Card ) Ko 200 DP Me Scan Karna Hai. Jiska File Size 2 MB Se Jyada Nahi Hona Chahiye. Ye file Only PDF Hona Chahiye. Image Ko PDF Me Change Kaise Kare Jaanne Ke Liye Yaha Click Kare.
Photo Ko Aapko 300 DP , Photo Size 213*213 Hona Chahiye Aur File Ka Size 30-50 Kb Tak Hona Chahiye. Ye JPEG File Hone Chahiye.
Signature Ko Aapko 600 DP Me Scan Karna Padega Jiska Size 50-60 Kb Hona Chahiye. Ye Bhi JPEG File Hone Chahiye.
To Dosto Is Prakar Se Aap UTI Me Documents Ko Upload Kar Sakte Hai.
Dosto Document Ko Upload Karne Ke Baad Aapko Verify ke Liye Custmer Ka Fringerprint Lagana bhi Padh Sakta Hai Isliye 1 Hours Ke Baad Adhaar Verify Pending Ko Ek Baar Check Karke Jarur Dekhe.
Dosto Yadi Ye Post Aapko Achchhe lage To Aage Apne VLE Bhaiyo Aur Group Share Jarur Kare aur Hamare Facebook Page Ko Like Jarur Kare.
Dosto Yadi Aapko CSC Se Related Koi Bhi Problem Aaye To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.
nice article this is very halpful for me
New Research and Tech news
Thank you sharma ji
bahut achhi jankari mili
Thanks sharma ji