Sub Menu Kya Hai, Blog Me Sub Menu Kaise Add Kare


Dosto Blog Menu Ke Baare Me To Pata Hi Hoga Nahi Pata Hai To Koi Baat Nahi Ham Bata Denge  Sub Menu Add Karne Se Pahle Appko Ye Jaanana Jaruri Hai Ki Menu Aur Sub Menu Kya Hai Iske Baad Hi Main Apko Blog Me Sub Menu Add Karne ke Tarika Ko Bataunga.

Blog Menu Kya Hai?

Blog Menu क्या है ?

Dosto App Sab Blogger Intelligent Hote Hai.App Sab Ko Pata Hai Ki Menu Kise Kahate Hai Fir Bhi Appko Main Ek Baar Aur Bata Deta Hu.
Niche Image Me Likha Hai
( HOME, ANDROID TIPES, SOCIAL MEDIA, BLOGGING, COMPUTER TIPS, CSC HEP, MAKE MONEY, CONTACT, ABOUT)
Ye Sab Main Menu Hai



Menu Yani Ki Ek Prakar Heading Hota Hai Jiske Baare Me Ham Post Likhte Hai Ya Fir Jab Ham Koi Sa Bhi Website Ya Blot Open Karte Hai Tab Usme Upar Side Me Topic Diya Rahta Hai Jaise Ki Home Page, Blogging, Computer Tipes, Manke Money etc Ko Hi Menu Kahte Hai , Jise App Bhi Jaante Hai Par Ise Kya Kahte Hai Ise Pata Nahi tha.

Sub Menu Kya Hai?

Sub Menu क्या है ?

Sub Menu Yani Ki Menu Ke Andar Ka Bhag Hota hai Jab Bhi App Koi Sa Bhi Menu Par Click Karte Hai Ya Fir Mouse Ko Uske Pas Le Jaate Hai To Sub Menu Apne App Khul Jaata Hai.



Ex. Jaise Ki Mere Is Blog Me Uper Ki Or Hom, Social Media Likha Hai Aap Dekh Sakte Hai. Jab App Mouse Ko Social Media Par Le Jaoge Ya Click Karoge To Facebook, Twitter, WhatsApp Menu Dikhega Jise Ham Sub Menu Kah Sakte hai

Blog Me Menu Aur Sub Menu Add Karne Ke Fayde



01. Apne Blog Me Menu Aur Sub Menu Add Karne Se Apke Visitor Ko Apne Pasandida Topic Par Pahuchne Me Aasaani Hogi .

02.Apke Blog Ki Quality Badhegi.

03.Blog Me Menu Add Karne Se Koi Bhi New Visitor Ko Kuch Search Karne Me Aasaani Hogi.

Exampale- Ki App Ek Blogger Hai Aur Aap Mere Blog Me New Visite Kiye Ho To App Menu Me Blogging Par Jaake Hi Blog Me Baare Me Jaankari Dhoodhenge.
To Dosto Aap Jaan Chuke Hai Na Ki Blog Me Menu Add Karne Ke Kya Kya Fayde To Ab App Soch Ranhe Honge Ki Ise Add Kaise Kare , Iske Baare Me Aage  Padhe .

Blog Me Menu /Sub Menu Create Kaise Kare 

Waise To Blogger Dosto Blog Menu To Sabke Me Pahle Se Hi Diya Gaya Hota Hai. Lekin Sub Menu Nahi Diya Hota Hai . Kisi Ke Blog Temple Me Pahle Se Hi Rahta Hai . Aur Jiske Me Nahi Rahta Hai Wo Unko Add Karta Hai.

Step 01 . Sabse Pahle App Apne Blogger Me LogIn Kariye .

Step 02. Uske Baad LayOut Par Jaye.

Step 03. Fir Menu Appko Main Menu Par Jaake Edit Par Click Karna Hoga





Upar Image Me App Dekh Sakte Hai . Alg Alg Temple Ka Alg -Alg Jagh Me Menu Ko Diya Hota Hai. Ise App Dhyaan Se Dekhe.

Step 04.Ab Ek New Window Open Hua Hoga Usme Appke Blog Ke Saare Main Menu Dikh Rahe Honge  Is Tarh Se



Isme Apko
01. Isme Apko Sub Menu Ka Naam Likhna Hai (Jaise Ki  Main Menu Social Media Hai Iske Andar Mujhe Facebook Add Karna Hai To)
 Exampal:- Maan Lo Submenu- Facebook Hai To Main New Site Name Me ek Space Mark(_)  Lagakar Likhunga.
_Facebook

Facebook Se Samne Me _  Chinha Lagana Jaruri Hai. 

02.Isme Apko Link Ko Paste Karna Hoga. (Jaise Ki Maine Facebook Ke Baare Me Post Likha Hu To Facebook Label Par Click Karunga Aur Upar Address Baar Me Jaake Link Ko Copy Kar Lunga)

03. Add Link Par Click Kijiye |

Step 05. Ab Appko Aro ↑↓ Ka Nishan Dikh Raha Hogo Use Aap Click Karke Upar Niche Karke Sabhi Jagah Par La Le.
Step 06.Isi Tarh Se App Jiske Niche Me Sub Menu Lagana Chahte Hai Sabko Laga Le Fir Save Par Click Kijiye.
Note:- SubMenu Ke Name Ke Saame  _ Lagana jaruri hai
Dosto  Ab Appko Bhi Jaan Gagye Hai Ki Submenu Add Kaise Kare Hai, Yadi Appko Sub Menu Ya Menu Add Karne Me Koi Prablem Aa Raha Hai To Comment Karke Jarur Bataye.
 Ye Post Appko Kaise Laga jarur Bataye😯


Leave a Comment