, ,

Search Engine Ads Kya Hai ? Google Search Engine Ads Ko Apne Blog/Website Me Add Kaise Karte Hai ?

Posted by

 

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Google Search Engine Ko Apne Blog Me Add Kaise Kar Sakte Hai ? Aur Search Engine Kya Hai ? Dosto Yadi Aap Bhi Hamari Tarh Blog Banwana Chahte Hai To Bahut Hi Aasani Se Banwa Sakte Hai. New Blog Kaise Banate Hai ? 

Whats Is Search Engine Ads ?

Dosto Google Ne Ek New Ads Stat Kiya Hai Jo Hai Search Engine Ads Dosto Search Engine Ads Name Se Hi Pata Chal Rha Hai Ye Ek Aise Ads Hai Jisme Visitor Koi Bhi Keyword Search Kar Sakte hai. Yadi Search Engine Me Visitor Keyword Sarch Karta Hai To Aako Earning Hogi. To Chaliye Dosto Ham Aako Iske Baare Me Age Batayenge Ki se Blog Me Add Kaise Karte Hai. Dosto SEO Kya Hai  ? SEO Kyo Jarui Hai ? Jaanne Ke Liye Is Link Par Jaye.

How To Add Google Search Engine In Your Blog ?

Dosto Abhi Tak Aapne Apne Blog Ko Search Engine Me Add Karna Sikha Hai Ab Ham Batayenge Ki Google Search Enging Ko Aap Apne Blog Ya Website Me Add Kaise Kar Sakte Hai. Dosto Google Search Engine Ko Blogger Me Add Karne Ke Liye Nice Diye Gye Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Google Adsense Account Me Log In Ho Jaye.

Step 02. Fir Aap Ads Par Jaye.

Step 03. Fir Aap Buy Ad Unit Par Jaye.

Step 04. Fir Aaap Search Engine Par Click Kare.

 

Step 05. Ab Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

Yaha Pe Aapko Unit Name Me Google Search Engine Likhna Hoga Fir Create Par Click Kar dena Hoga.

Step 06. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Code Dikhai Dega.

 

Dosto Aapko Yaha par Jo Code Dikha Rha Hai Use Copy kar Kar Fir Done Par Click Kar De.

Dosto Is Code Ko Aapko Apne Blogger Me Past Karna Hai Dosto Yadi Aap WordPress Use kar Rhe Ho To <body> Ke Baar Us Code Ko Past karenge.

Dosto Main Blogger Use Kar Rha Hu To Blogger Me Is Code Ko Kaise Past Karene Bataunga.

Step 07. Dosto Code Copy Ho Jane Ke Baad Aap Apne Blogger Par Jaye.

Step 08. Fir Aap Blogger Ki Layout Par Jaye.

Step 09. Fir Aap Side Baar Me Add A Gadget Par Click Kare.


 

Step 10. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Yaha Par Aapko  HTML Java Script Par Click Karna Hoga

Step 11. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Raha Hoga.

 

Yaha Par Aap Code Ko Paste Kar De Fir Save kar De.

Fir Dosto Apke Blog Me Google Search Engine Show Hone Lagega Dosto Jab Bhi Aapka Blog Me Google Search Me Koi Keyword Search Hota To Aapko Income Hogi.

Dosto Yadi Aapko Blogging Se Related Koi Bhi Sawal Puchhni Hai To Hame Bindas Niche Diye Gye Comment Box Me Puchh Sakte Hai.

3 responses

  1. Nandu dhruw Avatar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *