Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Is Post Me Batane Wala hu Ki SBI Yono Apps Se New Account Kaise Khole. Agar Aapka SBI Mein Khata Nii Khula Hai Aur Aap New Account Kholna Chahte Hai To SBI Yono Aap Se New Account Asaani Se Khol Sakte Hai.
Important Links :
- Get Download Amazon Music
- Get Make Money In Survay – Survay Krke Paise kamaye
- Win10000 RS Daily IPL Step
- Make Money 3000-5000 Per Day
- Your Account Creadit 334000 RS
Covered Questions,
1. SBI Yono App Kya Hai ?
2. SBI Yono App Se New Account Open Kaise Kare ?
3. What Is Yono Aap ?
SBI Yono App Kya Hai ?
Bhartiy State Bank ( SBI ) Desh Ka Sabse Bada Aur Sarkari Bank Hai Har Bank Ka Grahak Chahta Hai Ki Use Paise Nikalne, Jama Karne Ya Fir Kisi Ko Paise Transfer Karne Me Koi Pareshani Na Ho Unke Liye Ye Kaam Ghar Baithe Hi Ho Jaye Isliye Bhartiy State Bank Ne SBI Yono App Yono App Lounch Kiya Hai Jisme New Account Kholne Se Lekar Shoppig Karne Tak Ki Suvidha Di Hai.SBI Yono App Bhartiy State Bank Ka Official Banking App Hai Jisse Aap Kahi Par Bhi Ya Kahi Bhi Rahkar Onlline Banking Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapke Pas Smartphone Aur Internet Ka Hona Jaruri Hai, Yono Ka Full Form ( You Only Need One ) Hai. Is App Ko 27 November 2017 Ko Bharat Ke Vitt Mantri Arun Jatali Ne Lounch Kiya Kiya Tha. Is App Mein Aap Banking Ke Kaam Jaise Paise Jama Karna, Transfer Karna Aur account Kholna Aadi Is App Ke Dwara Kar Sakte Hai.
SBI Yono App Me New Account Open Kaise Kare ?
Dosto Yadi Aap Bhi Yono App Se New Account Open Karna Chahte Hai To Niche Diye Gaye Step Ka Fallow Kare, Yono App Me Account Kholna Bahut Hi Asaan Aur Saral Hota Hai.
Step 01. Sabse Pahle Aap Apne Smartphone Ke Play Store Se SBI Yono App Download Kare.
Step 02. SBI Yono App Se Account Open Karne K Liye App Ko Open Karna Hoga,Usme Aapko Tin Option Dikhayi Denge.Jisme Aapko Open A New Digital Account Par Jaye.
Step 03. Open A New Digital Account Me Jane Ke Baad Aapko Do Option Dikhayi Denge 1. Digital Saving Account. 2. Insta Saving Account. Aap Dono Me Se Koi Bhi Ek Account Open Kar Sakte Hai.
Step 04. Jaise Hi Aap Account Ke Liye Register Karte Hai To Account Ko Turant Hi Active Kar Diya Jata Hai. Aur Agar Aap Digital Saving Account Open Karva Rahe Hai To Aapko Ek Bar Branch Mein Biometrich Verification Ke Liye Jana Padhega Iske Baad Aapke Accoumt Ko Active Kiya Jayega.
Yadi Aapko SBI Yono Aap Se Related Kuch Bhi Sawal Puchhne Hai To Niche Comment Box Mein Comment Kar Sakte Hai.
Join Whatsapp Group
दोस्तों यदि आप हमारे सभी पोस्ट को पढना चाहते है तो हमारे Whatsapp Group को Join जरुर करे ताकि आपको हमारे सभी पोस्ट बहुत आसानी से मिल जायेगा |