SBI Yono App Se Video Confference Krke KYC kaise Kre ? वीडियो कॉन्फ्रेंस करके Yono SBI का KYC करे

 

SBI Yono App KYC

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Is Post Mein Hum Batane Wale Hai Ki Aap SBI Yono App Se KYC Video Confference Krke Kr Sakte Hai. Dosto Agar Aapka Bhi State Bank Of India Mein Account Hoga Aur Vah Account Band Ho Gya Hoga To Aap Yono App Se KYC Kr Sakte Hai Jaise Ki Appka Account Reactive Ho Jayega.

 

 Important Links :

  1. Get Download Amazon Music 
  2. Get Make Money In Survay – Survay Krke Paise kamaye 
  3. Win10000 RS Daily IPL Step 
  4.  Make Money 3000-5000 Per Day
  5. Your Account Creadit 334000 RS   

 

Covered Quetions, 

  1. What Is KYC ?
  2. What Is Yono App ?
  3. Yono App Se KYC Kaise Kre ?
  4. What Is Proccess KYC For Yono App ?

 वीडियो कॉन्फ्रेंस करके Yono  SBI का KYC करे

 Bhartiy State Bank  ( SBI ) Ne Mobile Banking App Yono Par Video Confference KYC Adharit Bachat Khata Kholne Ki Suvidha Di Hai. Bank Ne Ek Vigyapti Me Kaha Hai Ki yah Pahal Kritrim Buddhimatta Aur Chehre Ki Pahchan taknik Dwara Sanchalit Hai, Jo Puri Tarah Sampark Rahit Tatha kaagaji Kaarvayi Rahit Hai.

Bank Ke Chairman Dinesh Khara Ne Kaha ki ” Yah Grahako Ki Suraksha , Vittiy Suraksha Aur Kam Lagat Sunishchit Karne Ki Disha me Uthaya Gaya Ek Kadam Hai Humein Vishvash Hai Ki Yah Pahal Mobile Banking Mein Ek Naya Aayam Jodegi Aur Grahako Ko Unki Banking Jarurato Ke Liye Digital Hone Ka Adhikar Degi.

Yah Suvidha Banko Mein Naya Bachat Khata Kholne Ki Yojna Bana Rhe Grahako Ke Liye Uplabdh Hogi. Is Suvidha Ka Laabh Uthane Ke Liye Yono Aap Download Krna Hoga Aur Uske Baad New To SBI Par Click Kre Aur Fir Insta Plus Saving Account Ko Chune.

Grahako Ko App Mein Apna Adhar Vivran Darj Krna Hoga, Aur Adhar Pramanikaran Pura Hone Ke Baad, Unhe KYC Prakriya Ko Pura Krne Ke Liye Vyaktigat Vivran Input Krna Hoga Aur Video Call Showduel Krna Hoga. Bank Ne Kaha Ki KYC Ke Safal Hone Par Khata Apne Aap Khul Jayega. 

Yono App Se KYC Kaise Kre ?

Dosto Yadi Aap Yono App Se KYC  Aap Bahut asaani Se Kar Sakte Hai Niche Diye Gye Step Ka fallow Kare 

Step 01. Sabse Pahle Aap Play Store Se SBI Yono App Download Kare. 

Step 02. Ab Aapko Is Tarah Se Dikhayi De Rha Hoga. 



 

Ismein Aapko New Account IOpen Krna Hai To New To SBI Me Jaye, Yadi Aapka Account pahle Se Hai To Existing Customer Par Click Kare.

Step 03. Aapse Jo Jo Data Manga Jayega Use Fill Karte Jaye, Fir Aapka KYC Ho Jayega 

 

 Yadi Aapko SBI Yono Aap Se Related Kuch Bhi Sawal Puchhne Hai To Niche Comment Box Mein Comment Kar Sakte Hai.

 

 

  • Join Whatsapp Group 

दोस्तों यदि आप हमारे सभी पोस्ट को पढना चाहते है तो हमारे Whatsapp Group को  Join जरुर करे ताकि आपको हमारे सभी पोस्ट बहुत आसानी से मिल जायेगा | 

01.Join Whatsapp Group

 

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai