Samsang A 30 Battery Backup Increase Kaise Kare ?

 

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki Samsang A 30 Ki Battery Power Ko Kaise Badha Sakte Hai. Dosto Aapko To Pata hi Hoga Ki Samsang Ki Sabhi Android Mobile Ka Battery Bahut Hi Kam Battery Backup Deti Hai. Yani Ki Baatry Jaldi Hi Low Ho Jati Hai. Dosto Is Battery Ko Aap Jaldi Low Hone Se Bacha Sakte Hai Kaise Ham Aapko Is Post Me Pura Details Se Batayenge.

Samsang A 30 Battery Backup Incrase Kaise Kare ? Samsang Ki Battery Prablem Solutiion Kya Hai ? Kya Samsang A 30 Ki Battery Power Badhaya Ja Sakta Hai ? Samsaong Mobile Ki Battery Power Kaise Badhaye ?

How To Increase Samsung A 30 Battery Backup Increase ?

Dosto Ham Jo Ye Trick Batane Ja Rhe Hai Wo Samsang a 30 Android Mobile Ke Battery Ke Baare Me Hai Dosto Yadi Aapke Pass Koi Dusra Android Mobile Hai To Usme Bhi Try Karke Jarur Dekhe Yadi Wo Option Usme Hoga To Ye Trick Jarur Work Karega. Dosto Yadi Aapka android device Samsang A 30 Hoga To Ye Trick 100% Work Karega Aur Aapka Battery Jyada Tikega. To Chaliye Dosto Ab Ham Trick Ko Step By Step Batate Hai.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Android Mobile Ki Setting Me Jaye.

Step 02. Fir Dosto Usme Aap Device Care Wale Option Par 

 

Step 03. Dosto Ab Aapko Kush Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Yaha Par  Aap Battery Par Jaye Aapko Is Tarh De Dikhaia Degaa

 

 

Step 04. Fir Dosto Aap Battery Usage Par Jaye aapko Is Tarh Se Dikhai Dega

Step 05. Fir Dosto Yaha Pe Aapko Battery Use Ki Sara Details Dikhai De Rha Hoga Ki Kaun Se App Kitna % Battery Use Kar Rha Hai Aur Kitna Time Se Wo App Chalu Hai Dosto Sabse Jyada Battery Ka Use Google App Karta Hai Jo Ki Samsang A 30 Me 26 – 30 % Ta Hoga Hai. Dosto Aapke Mobile Me Jitne Bhi App Hai Uska List Aapke Dikhai De Rha Hoga Aur Aap Sabhi Ka Details Check Kare Ki Kaun Sa App Kitna Battery Use Kar Rha Hai.

Step 05. Fir Dosto Aap Koi Bhi Sa App Par Click Kare  Aapko Is Tah  Se Dikhai De Rha Hoga

 

Yaha Pe Aap Put app to sleep Par Tick Laga Dena Hai. Dosto Isi Tarh Se Aapke Mobile Me Jitne Bhi Bhi App Hai System Application Ko Bhi Isi Tarh Se Put app to sleep Kar Dena Hai. Dosto Isse Ye Hoga Hai Ki Wah Application Kabhi Running Service Me Nhi Rhega Jab Tak Ki Aap Uske Open Karne Nhi Dekhenge To.

Samsand A30 Ki Battery Backup Kaise Badha Sakte Hai Iska Video Aap Niche Me Dikhe Sakte hai

 

Dosto Aapne Dekha Hi Hoga Ki Androind Mo Me Bahut Se Aise App Hote Hai Jo Atomatic Hi Running Service Me Hota Hai. Dosto Yadi Aap Ek Baar  Is Setting Ko Kar Lete Hai To Aapke Mobile Ki Battery Backup Bahut Jyada Badh Jayega. Dosto Main Bhi Is Trick Ka Use Kar Chuka Hai Kyoki Dosto Main Bhi Samsang A30 Device Use Kar Rha Hu. Dosto Abhi Mera Mobile Ki Battery Backup Bahut Hi Badhiya Hai Pahle Se Behtar Hai.

To Dosto Is  Trick Ko Jarur Try Kare Dosto Yadi Aapko Kuch Bhi Sawal Ya Jankari Chahiye To  Bindas Aap Niche Comment Box Me Comment jarur Kae. Dosto sath Hi Hamare Is Post Ko Apne Dosto Ko Share jarur Kare. Dosto Yadi Aapko Abhi tak Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Jaldi Se Kar Le.

Leave a Comment