Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham aapko Batane Wale Hai Ki Aap Relipay Me Retailer Id Create Kaise Karenge ? Dosto Jo Log Super Distributer Ya Fir Distributer Ka Id Liye Hai Wo Retailer Id Kaise Create Karenge ? Iske Baare me Aaj Ham Aapse Baat Karne Wale Hai.
Dosto Retailer Id Create Karne Ke Liye aapke Pass Distributer Id Ya Fir Super Distributer ID Honi Chahiye Tabhi Aap Create Kar Payenge.
Dosto Yadi Aap Retailer Id / Super Distributer Id/ Distributer Id Banwana Chahte Hai To Hamse Sampark Kare. Iske Baare Me Ham Aur Bhi Post Likh Chuke Hai. To Chaliye To Dosto Start karte Hai.
Relipay Retailer Id Kya Hai ?
How To Create Retailer ID ?
Dosto Yadi aapp Pass Retailer Id Distributer Id Ya Fir Super Distributer Id Nhi Hai To Hamse Pamsapr Jarur Kare Han bana Ke Aapko De Denge. Dosto Retailer Id Mobile aur System Dono Me banaya Ja Sakte Hai. To Dosto Ham aapko Mobile Se Retailer Id bana Ke Dikhayenge. To Dosto Chaliye Start karte Hai.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Distributer Id Se Ya Fir Super Distributor Id Se Login Ho Jaiye Yadi Aapke Pass Super Distributer Ya Fir Distributer Id Nhi Hai To Hame 7000599412 Me Whatsapp kare.
Step 02. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aapko New From V2 Par Click Karna Hoga
Step 03. Fir aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
yaha Pe Mobile Number Daale, Dhyan Rahe Ho Jo Mobile Number Aap Daal Rhe Hai Wo Pahle Se Relipay Me Registerd Na Ho. Fir Verify Number par Clik kare.
Step 04. Fir aapko kuch is tarh se dikhai de rha hoga
Yaha Par Retailer ka Details Daale.
Firm Name – Isme aap Retailer ka Shop , Office Name ya Fir Center name Daale
Present Bussiness Occupaation – Isme aap Retailer Ka Present Work Daale Yadi uske Pass Shop hai To Shop Ka Name Daale Ya Fir Koi Office hai To Office Ka name Daale.
Number Of Year Stay In Town – Isme Aap Jis City Me uska Center Shop Ya Fir Office hai Waha Retailer Ko Kitne years Ho Gye hai ye Daale.
Address Of Proof Number – Isme App Retailer ka Adhar Card number Daal De.
Dosto Itna Fill Karne Ke Baad aap Next Button par Click Kar De.
Step 05. Fir aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Par KYC Details Fill Karni Hogi
Population Group – Yadi Retailer Village Se Belong Karte hai To Rural Select Kare. aur yadi Retailer City Se belog Karte hai To Urban Select kare
Select Document For indentity Proof – Isme adhar Card Aur Pan Card Select Kare
Select Document For address Proof – Yaha Pe aap adhar Card Select kare.
Itna Fill Karne ke Baad Niche Me Next button Dikhai De Rha Hoga Usme Click Kar De.
Step 06. Fir aapko Kuch Is Tarh Se Dikh Rha Hoga
From upload – Jisme aapko From Ko Upload Karna Hai. aap 4 From Ko Upload Karna Hoga Dosto yadi aapko From Fill Karne me Koi Bhi Prablem aa Rha Hoga To Hame Niche Comment Box Me Commnt Jarur Kare
Relipay Form Nice Diye Gye Link se Downoad Kar Lijiye.
User Photo – Isme aap Retailer ka Passport Size Photo, Center/Shop/Office ka Inner Outer ka Photo Upload Karo. Yadi Retialer Ke pass Center Office Shop Nhi Hai To Wo Kisi Dusre ka Center ka Photo bhi De Sakte hai.
Identity Proof Image – Isme aap adhar Card Pan Card Ko Self Attestend Karke Uplod Kare.
Address Proof Image – Isme aap Retailer Ki Adhar Card Self Attested karke Upload Kare.
Sabhi Document uplod hone Ke Baad aap Next Buton Par Clik Kar de.
Step 07. fir Aap Retailer Ko Apne Mobile Me Play Store Se Relipay app Download Karne Ko Kaho Fir Usme New User Me Jake adhar Verification Karne Ko Kaho.
Fir Dosto Kuch Din Baad Retailer Id aproval Ho Jayega. Retailer Id Ko aproval Hone Me 2 Din Lagta hai Kabhi Kabhi Isse Jyada Din Bhi Lag Jata hai.
To Dosto Is Prakar Se aap Retailer Id bana Sakte hai. Dosto yadi aap Bhi Retailer Id ya Fir Distributer Id Lene Chahte hai To Hame Niche Comment Box me Comment karke Jarur Bataye Ya Fir Hamse Sampark Kare. 70000 599412 Only Whaatsapp.
To Dosto Ye Post aapko Kaise Lage hame Niche Comment Box Me Comment Karke jarur Bataye aur Sath Me apne Dosto Ko Bhi Share Kre Jo Distributer hai Taki Wo Bhi Retailer Id Bana sake.
Dosto Relipay Se Related aapko Kuch Bhi Sawal Puchhni Ho To Hame Niche Comment box me Comment jarur Kare.