Quora kya Hai ? Quora Me New Spaces Kaise Banaye ? Quora में नया मंच कैसे Create करे ?

Posted by

 

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Baat karne Wale Hai Quora Ke Baare Me Dosto Quora Kya Hai ? Aap Jaante Hi Honge Dosto Yadi Aap Ek Blogger Hai To Quora Ke Baare Me Aapko Jaankari Hona Bahut Hi Jaruri Hai. Dosto Quora Se Aap Apne Blog Ki Traffic Increase Kar Sakte Hai.  Isliye Dosto Aap Sabhi Blogger Ko Iske Baare Me Jaanna Bahut Hi Jaruri Hai.

What Is Quora ?

Dosto Quora Ek Aisi Site Hai Jisme Ham Kisi Bhi Sawal Ka Jawab Pa sakte Hai. Quora ka publisher Quora Inc. Mountain View, California Me Hai. Quora Compnnay June 2009 Me Start Hua Tha. Fir Jun 2010 Ko Quora Ki Website Ko Publish Kiya Gya. Quora Hindi Ke Liye hi.quora.com Par Jaye Aur English Ke Liye quora.com Par Visit Kare.

Dosto Quora Ek Aisi Site Hai Jisme Ham Logo Se Koi Bhi Question Kar Sakte Hai ? Aur Logo Ka Kiya Hua Question Ka Answer Bhi Aap De sakte Hai. Quora Me Alg Alg Topic Par Spaces (मंच) Banaya Gya Hai. Dosto Yadi Aap Ek Blogger Hai To Aapko Quora Join Jarur Karna chahiye.

How To Join Quora ?

Dosto Quora Me Join Hona Bahut Hi Aasan Hai Iske Liye Aapko Bas Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto  Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Link Par jaye.

Hindi Quora – hi.quora.com 

English Quora –  quora.com

Dosto Yadi Aap Hindi Language Me Quora Join Karna Chahte Hai To Hindi Wale Par Jaye. Yadi Aap English Use karege To English Wale Quora Par jaye. Dosto Main Hindi Use Karta Hu.

Step 02. Fir Dosto Link Open Karne Ke Baad Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai Dega.

 

Yaha Par Aap Apne Facebook Ya Fir Google Id Se Login Ho Jaye

To Dosto Aap Quora Me Is Tarike Se Bahut Hi Aasani Se Facebook Aur Google Ke Maddat Se Login Ho Sakte Hai.

How To Create Spaces ?

Dosto Yadi Aap Quora Me Ek Spaces Create Karna Chahte hai To Bahut Hi Aasani Se Create Kar Sakte Ho. Aap New Spaces Create Karne Ke Liye Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Quora Par Login Ho Jaye.

Step 02. Ab Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

 

yaha Pe Aap Spaces (मंच) par Click Kare Fir सभी मंच देखे Par Click Kare.

Step 03. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

 

Yaha Pe Aapko मंच बनाये Par Click Karna Hoga. Fir Dosto Aap Apne मंच ka Name Likhe Aur Create Kar  De. Fir Dosto Aapka मंच ban Jayega. Dosto मंच Ka Name Apne Blog Ka Name Bhi Rakh Sake Hai.

To Dosto Kaise Lagi Hamare Post hame Comment Karke Jarur Bataye. Dosto yadi Aapko Quora Se Related Kuch Bhi Sawal Puchhna Hai To Hame Comment Box Me Jarur Puchhe . Dosto Yadi Aapne hamare Faceboook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To jaldi Se Like Kar. Dosto Yadi Ye Post Aapko Achhchhe Lage To Please Share Jaru Kare.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *