Programming Ke Liye Kaun Sa Laptop Le/Best Programing Laptop

 

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Ham Aapko Is Post Me Batane Wale Hai Hame Programing Ke Liye Kaun Sa Laptop Buy Karna Chahiye. Dosto Yadi Aap Programing Karte Hai Ya Fir Programing Ke Liye Computer/Loptop Buy Kar Rhe Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi Best Hai. Dosto Ham Aapko Pura Details Se Batayenge Ki Aapko Kaun Sa Laptop Lena Chahiye.

Best Programing Laptop For You

Dosto Yadi Aap Programin Kar Rhe Hai Ya Fir Sikh Rhe Hai TO aapko Pata Hi Hoga Ki Aapko  Apne Laptop Me Heavy Software Ko Install Karna Hoga. Isliye Aapko Heavy Laptop Ki Jarurata Padhega. Dosto Programing Ke Liye Aap Laptop Buy Karnge TO Aapko Usme Kya Dekhna Chahiye Ham Aapko Batayenge 

Dosto Programing Ke Liye Aapke Laptop Me Niche Diye Gye Feacthers Hona Chahiye

  • 16 GB RAM
  • 1 TB Hard Disk
  • Minimum i3 Possessor
  • Best Graphics 
  • New Generation System 
  • Win 10 OS 
  • Long Battery

TO Dosto Yadi Aap Programing Kar Rhe Hai TO Aapke Laptop Me Ye Sab Hona Chahiye. Dosto Laptop Buy Karne Se Pahle Aap Apne Loptop Me Ye Chij Jarur Dekhe.

Dosto Programing Ke Liye Aapko Bahut Jyada RAM Ki Jarurat Hoti Hai Kyoki Usme Jo Software Hoga Hai Uska Size Bahut Hi Jyada Hoga Hai. Isliye Dosto Jitna Jyada RAM Hoga Utna Fast Chalega.

Dosto Yadi Aapka RAM Kam Ho TO Aap Programing Nhi Kar Payenge Kyoki Aapka System Slow Ho Jayega.  

Programing Ke Liye Aapka Hard Bhi Jyada Hona Chahiye Kyoki Aapko Bahut Saare Project Ka Jarur Hoga Jiska Size Bahut Hi Jyada Hota Hai. 

To Dosto Ab AAp Jaan Hi Gye Honge Ki Aapko Kaun Sa laptop Buy Karna Hai. Dosto Yadi AApko Kuch Bhi Sawal Puchhni Hai TO Aap Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Puchh Sakte Hai.

Dosto Hamare Ye Post aapko Achchhe Lage To Apne Dosto Aur Social Media Me Share Jarur Kare.

2 thoughts on “Programming Ke Liye Kaun Sa Laptop Le/Best Programing Laptop”

Leave a Comment