Hello Dosto Aaj Ham Is Post Me Aapke Liye Ek UseFull Gyan Batane Ja Rahe Hai Jo Aapke Knowledge Ko Badhayegi.
Dosto Yadi Aapne Bhi Pradhan Mantri Ujjwala Yojna Ke Antargat Gas Sylender Ke Liye Apply Kiye Honge To Aap Is Tarike Se Pata Laga Sakte Hai Ki List Me Aapka Name Aaya Hai Ki Nah.
You Also Read.
01. PMGDISHA Portal Ka ID Password Reset Kaise Kare ?
02.PMGDISHA Ka Email Verify Kaise Kare ?
03. PMGDISA Students Ka Email Kis Tarike Se Banaye ?
04.PMGDISHA Exam Lene Ke Rules
05.PMGDISHA Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?
Dosto Is Tarike Se Aap Apne Hi Nahi Balki Kisi Bhi Logo Ka List Me Name Ko Dekh Sakte Hai Jine Free Me Gas Sylender Mila Hai Ya Milne Wale Hai.
To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Ham Pradhan Mantri Ujjwala Yojna Ke Antargat Kis- Kis Logo Ko Gas Sylender Mila Hai.
Step 01. Dosto Ham Chhattisgarh Ka Rahne Wale Hai To Ham Aapko CG Ka Hi Pradhan Mantri Ujjwala Yojna List Ko Dikhayenge Dosto Yadi Aap Kisi Dusre State Ka Hai To Aap Hame Comment Karke Jarur Bataye Taki Us State Ka Bhi Pradhan Mantri Ujjwala Yojna Me Selected Beneficiary Ka List Nikalna Bata Denge.
Dosto List Dekhne Ke Liye Niche Diye Gaye Link Par Jaaye
Step 02. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai De Raha Hoga
Jisme Aapko “कुल लाभान्वित हितग्राही” Par Click Kare
Step 03. Fir Aapke Saamne Me Bahut Saare District Ka List Dikhai De Raha Hoga Aapko Yaha Pe Apne District Pe Click karna Hai.
Step 04. Fir Aapko Yaha Pe Bahut Saare Block Ka Name Dikhai De Raha Hoga TO Aap Apne Block Ko Select Kare.
Step 05. Fir Aapko Us Block Ka Bahut Saare Village Dikhai De Raha Hoga Fir Yaha Aapko Apna Village Select Kar Lena Hai.
Step 06. Fir Dosto Aapke Village Ke Sabhi Logo Ka Name Aa Jaayega Jo Pradhan Mantri Ujjwala Yojna Ke Liye Select Kiye Gaye Hai.
To Dosto Is Tarh Se Aap Kisi Bhi State, District, Block Ya Village Ka List Ko Dekh Sakte Hai Aur Pata Laga Sakte Hai Ki Kiska Name Aaya Hai Aur Kiska Nahi.
To Dosto Ye Jaankari Aapko Kaise Lage Hame Comment Karke Jarur Bataye Aur Is Post Ko Share Jarur Kare Dosto Aapka Ek Share Aur Comment Hamare Liye Bahut Hi Kimti Hai.
Nice
Thanks You