Pradhan Mantri Krishi Sinchai Yojana kya Hai ? What Is PMKSY ?

Rajasthan SSO ID Registration Gov.in | र&...
Hello Dosto Mera Internet gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Ham Is Post Me Govt scheme Ki Baare Me Batane wale Hai. Is Govt Scheme Ka Name Hai Pradhan Mantri Krishi Sinchai Yojana. Dosto Name Se Hi Aap Jaan Hi Liye Honge Ki Ye Yojana Kya Hai ? Aur Kiske Liye Hai ? To Chaliye Dosto Iske Baare Me Ham Aur Jyada Se Jyada Jaankari Pata Lagate Hai.
 

What Is PMKSY ?

 
Dosto PMKY Ka Full From Hai Pradhan Mantri Krishi Sinchai Yojna. Is Yojna Ke Antargat Kishano Ko Sinchai Ke Liye Subsidy Diya Jata Hai.Yah yojna Narendra Modi Ne Kishano Ke Liye Nikala Gya Hai, Jo Kishano Ke Liye Bahut Hi Helpfull Hai. Is Yojna Se Kishano Ki Water, Money , Mehnan Save Hoga.
Dosto Is Yojna Se Sukhe Ka Roktham Hoga. Is Yojna Ko Isliye Nikala Gya Hai Taki Kishano Ke Kheto Me Pani Ka Kami na Pade.

Eligibility For Availing The Scheme

Dosto Yadi Aap Is Yojna Ka Benifit Lena Chahte Hai TO Bahut Hi Aasan Tarike Se Le Sakte Hai. Iske Liye Aap Eligible Hona Chahiye.  Jiska Rules Niche Me Diya Gya Hai.
  1. PMKSY Ka Benifit Har Category ( ST/SC/OBC/GEN) Ke Log Le Sakte Hai.
  2. PMKSY Ka Benifit Lenke Ke Liye Kisha Ke Pass Khud Ka Jameen Aur Water Ka Source Hona Chahiye.
  3. PMKSY ka Benifit Krishi Ko Next 7 Years Tak Hi Mi Sakta Hai.

To Dosto Yadi Aap Eligibale Hai To Is Yojna Ka Benifit Jarur Le.

Benefits of Agricultural Irrigation Scheme

Dosto PMKSY Ka Labh Lena Chahte Hai TO bahut Hi Aasani se Le sakte Hai Dosto Iska Kya Kya Benefit Hai Aapko Iske Baare Me Pata Jrur Hona Chahiye.

  1. PMKSY Ke Taht Logo Ko Sichai Subsidy Diya Jayega.
  2. PMKSy Ke Tahr New Device Ki Training Diya Jayega 2 Days.
  3. New Device Ke Use Se Water Ki 40-50 % Saving Hoga. 
  4. Sath Hi Aapke Fasl Me 30-35% Utpad Jyada Hoga.

Documents Required For The Plan Will Also Have To Be Attached

To Dosto Yadi Aap PMKSY Me Benifit Lena Chahte Hai TO Isme Kya Kya Document Lagega Aapko iske baare Me Jaankari Hona Chahiye.

  1. Adhar Card
  2. B1 P1
  3. Bank Passbook 

Dosto Aap PMKSY ka Adhik jaankari Lena Chahte Hai  1800-180-1551 kisan Toll Free Number Par Coll Kar Sakte Hai.

1 thought on “Pradhan Mantri Krishi Sinchai Yojana kya Hai ? What Is PMKSY ?”

Leave a Comment