Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana Kya Hai ? What Is PMKVY ?

Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana, PMKVY
Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham  Baat karne Wale Hai Pradhan Mantri Kaushal Viksa Yojna Kya Hai ? Dosto iske baare me Adhik jaankari Ke Liye Niche Diye Gye jaankari Ko Jarurr Padhe.
Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojna Kya Hai ?
What Is Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojna ?
PMKVY Ka Full From Kya Hai ?
What Is PMKVY ?

 What Is Pradhan Mantri Kaushl Vikas Yojna ?

Dosto Yadi Aap Ek Student Honge To Pradhan Mantri Kaushl Yojana Kya Hai ? Iske Baare Me Jaante Hi Honge. Dosto Pradhan Mantri Kaushl Vikas Yojna Ek Aiski Govt. Scheme Hai Jisme Student Aur Yuwa Logo Ko Kaushla Sikhaya Jata Hai. Aur Use Job ke liye Select kiya Jata Hai Sath Me Certificate Bhi Diya Jata Hai.
Pradhan Mantri Kaushl Vikash Yojna Mantralay Ki Main Yojana Hai. Jise Ministry of Skill Development Ne Lonch Kiya. Is Yojana Ke Taht Yuwao Ko Uchie Kaushal Sikaha Aur Use Rojgar Dilana Hai. PMKVY Me Trainig karne Wale Students Ko Certificate Diya Jata Hai Aur Jo Students Best Hota Hai Use Rojgar Bhi Mil Jata Hai.

What is Benefits Of PMKVY ?

Dosto Yadi Aaap Bhi PMKVY Me Training Karna Chahte Hai To Iska Kya Benifit Aapko Milega Iske baare Me Bhi Jaan Le. Dosto Iske Bahut Fayde hai.
  • PMKVY Training Krne Par Aapko Certificate Diya Jayega.
  • PMKVY Training Complete Hone Par Aap Kahi Par Job Bhi Kar Sakte Hai.
  • PMKVY Training Complete Hone Par Aapko 8000 Rs Scholarship Milega.
  • PMKVY Ke Tarh Aapko Free Me Training Diya Jayega + Hostal suwida Bhi Free Me Diya Jayega.
To Dosto Ab Aap PMKVY Ka kya Benifit Hai Jaan Hi Liya Hai.


Egilibl Of PMKVY

Dosto Yadi Aap Bhi PMKVY Yojna Me Training Karna Chahte Ho To Aapko 8th 10th ya 12th Pass Hona Jaruri Hai  Tabhi Aap PMKVY Ki Training Kar Payenge Dosto Is Training Me Bahut Saare Fileds Hai.

Ho To Apply PMKVY ?

Dosto yadi Aapne Bhi PMKVY Ki Training Karne Ka Soch Rhe Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se kar Sakte Hai. iske liye Dosto Aapko Niche Diye Gye Link Par Jake Apna Details Fil Karna Hai.

Dosto Upar Diye Gaye Link Me Jake Aap Apne Details Fill Kare Aur Send Kar De Fir Aapke Pass Ke Center Se Aapko Coll Kiya Jayega.

Fields List Of PMKVY

Dosto PMKVY Ke Tahat Aapko Bahut Saare Field Milega Dosto Aap Jis Field Par Intrest Hai Us Field Ka Traiing Kare.
  1. Agriculture
  2. Apparel, Made-ups & Home Furnishing
  3. Automotive
  4. Beauty & Wellness
  5. BFSI
  6. Capital Goods
  7. Construction
  8. Domestic Workers
  9. Electronics
  10. Food Industry Capacity and Skill Initiative
  11. Furniture & Fittings
  12. Gem and Jewellery
  13. Handicrafts and Carpet
  14. Healthcare
  15. Indian Iron and Steel
  16. Indian Plumbing
  17. Infrastructure Equipment
  18. IT/ITes
  19. Leather
  20. Life Sciences
  21. Logistics
  22. Media and Entertainment
  23. Mining    
  24. Power     t
  25. Retailers Association’s
  26. Rubber    
  27. Security
  28. Skill Council For Green
  29. Skill Council For Persons with Disability
  30. Sports
  31. Telecom
  32. Textile
  33. Tourism & Hospitalit
TO Dosto Aapko Jo Bhi Field Achchha Lage Aap usi Field Ki Training Kare Dosto Aapko Ye Post Kaise Lage Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Bataye Dosto Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare. Dosto Yadi Aapko Kuch Bhi Sawal Puchhna Hai TO Niche Comment Box Me Comment Jarur kare. Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Yadi Aapne Like Nhi Kiye hai To jaldi se Kare Le.

1 thought on “Pradhan Mantri Kaushal Vikas Yojana Kya Hai ? What Is PMKVY ?”

Leave a Comment