Pradhan Mantri Bima Suraksha Yojna Kya Hai ?

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat hai Dosto Is Post Me
PMBSY insurance scheme renews from June 1st | TeluguBulletin.com
Ham Bat Karne Wale Hai Insurance Ki Jo Ek GOVT Insurance Hai. Dosto Us Insurance Ka Name Hai PMBSY. PMBSY Ka Full Name Hai Pradhan  Mantri Bina Surksha Yojna. Dosto Pradhan Mantri Bina Surksha Yojna Kya Hai ? Aaap Jaante Hi Honge Dosto Iske Baare Me Adhik Jaankari Ke Liye is Post Ko Pura Jarur Padhe.

What Is PMBSY ?

Dosto PMBSY Indian Govt Ka Ek Backed-Accident Insurance Scheme Hai. Pradhan Mantri Bina Surksha Yojna Ko Fubrvary 2015 Ko Finance Minister Arun Jaitley  Ne Lanch Kiya.Fir Famally Rup Se PM Narendra Mobdi Ne  8 May Ko Kolkata Me Lanch Kiya. Dosto Is Insurance Ek Accidental Insurnace hai. Yadi Victem Ki Kisi Prakar Ki Accident Ho Jata Hai To Is Insurance Ki madad Se Us Victem Ko Muwaja Diya Jata Hai. Dosto Yadi Aap Bhi Is Insurace Ko Labh Lena Chahte Hai To Aaj Hi PMBSY Insurance Jarur Karaye.

What Is Benifit Of PMBSY ?

Dosto Aapko Ki PMBSY Insurance Karna Chahiye. Kyoki Dosto Ye Insurance Govt. Insurance Hai. Dosto Pradhan Mantri Bima Surksha yojna Ke Taht Aapko 2 Lakh Tak Insurance Cover Diya Jaata Hai. Dosto Alg Alg Benifit Ka Details Niche Me De Rhe Hai.
  1. Accident Me Death Hone Par 2 Lakh RS Nominee Ko Diya Jata Hai.
  2. Accident se Permanent disability Hone Par 2 Lakh Insurance Cover Diya Jata Hai.
  3. Accident Se Partial disability Hone Par 1 Lakh RS Insurance Cover Diya Jata Hai.
To Dosto MPBSY Insurance Ki Ye Three Benifit Hai Aap Jaan Hi Chuke Hai. Yadi Aapko Kuch bhi sawa Puchhna hai Kisi Bhi Insurance Ke Bare Me To Aap hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.

Ability Of PMSBY Insurance ?

Dosto Yadi Aap Bhi PMBSY Insurance Karna Chahte Hai To Niche Diye Gye Importans Ko Jarur padhe Taki Aapko Pata Chale Ki PMSBY Insurane Ko Kaun kaun Kara Sakta hai aur Kaun kaun ability Hai PMBSY Ke Liye.

  1. PMBSY Ka Labh Lene Ke Liye Aapko Pass Bank Account Hona Chahiye.
  2. Bank Account Se Primum Ka Paise sikhe Aapke bank Acount Se Debit Ho Jata Hai.
  3. Acount Me Paise Nhi Hone Par Aapke Policy Cancel Ho Jayegi.
  4. Bank Account Bank Hone Par Aapke Policy band Ho Jayegi Isliye Yadi Aap Apne Account Ko Maintenance Karke Rakhe.
  5. Yadi Aapke Pass Multipul Account Hai To Aap Sif Kisi ek Bank Se Hi PMBSY Kar Sakte hai.
  6. is Yojna ke Liye aapko 17 se 70 years ke Beech Hona chaiye. dostoy yadi Aap 70 Years Se Jyada hai To Is Yojna Ka Labh Nhi Le sakte Hai.
To Dosto ab Aapko Samjh Me Hi Aa Gye Honge Ki Kya aap iske Liye Ability hai Ki Nhi.

How To Registration PMBSY ?

Dosto Yadi Aap PMBSY Insurance Karna Chahte hai Bahut Hi Aasani Se kar sake hai.
  • Dosto Aap Jis Bank Me PMBSY Ka Insurance karna Chahte Hai Aap PMBSy Policy Ke Liye Apply Kar Sakte Hai.
  • Is Yojna Ke Liye Aapko Nice Niye Gye Link Se Pradhan Mantri Bina Surksha Yojna Ka Form Download Kare

  • Is Bina Me Liye bank Me From Leke Jana Hoga Aur jama kar Dena hai.
To dosto Aap Is Tarike Se PMBSY Insurance kara Sakte Hai. Dosto Yadi Aapko Ye Post Ahche lage To apne Dosto Aur Social Media Me Share Jarur Kare. Dosto Yadi Aapko Insurance Se Related Kuch Bhi sawal Puchhni Hai To Hame Niche Diye Gye Comment Box Me Puchh Sakte hai. Dosto Yadi Aapne Abhi Tak Hamare Facebook Page Ko Like Nahi Kiye Hai To Jaldi Se Like jar Le. Aur Sath Hi Hamare Youtube Channel Ko Subscribe jarur kare.

Leave a Comment