Hello Dosto Mera Interet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto Iss Post Me Ham Aapko Baatane Wale Hai Ki Aap PMGDISHA Students Ka Password Change Kaise Kar Sakte Hai. Dosto PMGDISHA Center Ka Password Kaise Change Karte Hai ? Bataye Hai Aap Read Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aap EK CSC VLE Hai To Aap Bhi PMGDISHA Center Jarur Chala Rhe Hai. Dosto Yadi Aapne Abhi Tak PMGDISHA Center Lena Chahte Hai To How To Apply PMGDISHA Center ? Yaha Jake Information Le Sakte Hai.
Covered Questions
- How To Change PMGDISHA Studenst Password
- Students Ka Password Change Kaise Kare ?
- PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare ?
- Students Ka Password Change Kaise Karte Hai?
- PMGDISHA Students Change Password
How To Change PMGDISHA Students Password ?
Dosto Yadi Aap PMGDISHA Studetns Ka Password Change Karna Chahte Hai To Bahut Hi Aasani Se Kar Sakte Ho. Dosto Yadi Dosto Abhi Ke Time Me PMGDISHA Students Ka Password Bahut Hi Kharab Aata Hai Dosto Use Aap Change Karke Students Ko Bata Sakte Hai Taki Students Apne Password Ko Nhi Bhulega.
TO Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Ham Students Ki Password Ko Chage Kaise Kar Sakte Hai ? Hamare Niche Diye Students Ko Follow Kare.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Center Id Par Students List Nikale Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.
Yaha Pe Aapko Key Par Click Kara Hoga.
Step 02. Ab Aapko Kuch is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.
Yaha Pe Aapko Studets Ka Id Aur Password Ko Kahi Par Copy Karke Save Rakh Le.
Step 03. Fir Dosto Aap Students Ki Id Aur Pasword Se Login Ho Jaye.
Step 04. FIr Dosto Aapko Waha pe Change password Ka Option Dikhai De Rha Hoga Aap Chage kar Sakte Hai.
To Dosto Is Tarike Se Aap PMGDISHA Students Ka Password Bahut hi Aasani Se Change Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aapko CSC Se Related Kisi Bhi Tarh Ka Sawal Puchhna Hai TO Aap Hame Niche Diye Gye Commet Box Me Binda Comment Kar sakte Hai.
Yadi Aapko Ye Post Achchhe Lage To Apne Dosto Ko share jarur Kre, Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Like Jarur Kare.