Hello VLE Bhaiyo Yadi Aapne PMGDISHA Me Register Nahi Kiye Hai To Jaldi Se Kar Lo Kyoki Ye Yojna March – 2019 Tak Hi Chalegi. Aur Yadi Aapne Register Kar Liye Hai To Jaldi Se Complete Kar Le Dosto PMGDISHA Me Ham 600 Students Ko Register Kar Sakte Hai. Iske Baare Me Main Next Article Share Jarur Karunga.
You Also Read
01. PMGDISHA Ka Password Reset Kaise Kare ?
02.PMGDISHA Ke Liye Outcome From Fill Kaise Kare?
03.PMGDISHA Students Ka Email Verify Kaise Kare ?
04.PMGDISHA Students Ka Email Is Tarike Se Banaye.
05. PMGDISH Students Ko Kya-Kya Sikhana Chahiye ?
PMGDISHA Students Ka Certificate Download Kaise Kare
Hello Dosto Students Ka Certificate Download Karna Bahut Hi Aasan Hai Bas Aapko Step Follow Karni Hogi
Step 01. Sabse Pahle PMGDISHA Portal Me Login Ho Jaaiye.
Step 02. Fir Jis Students Ka Certificate Download Karna Hai Uska ID Ko Nikale Fir Students Ke ID Se Login Ho Jaaiye.
Step 03. Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega
View Certificate Par Click Kare Fir Ek New Window Khulega Jisme Aapko Certificate Dikhega. Dosto Yadi Us Certificate Me Signature Ho Gye Ho To Print Kar Le Yaha Se Aapko Ctrl +P Ka User Karke Print Nikal Lena Hai.
Ye Bhi Padhe
01.PMGDISHA Ka Inner & Outer Photo Upload Kaise Kare ?
02.VLE RAP Registration Kaise Kare ?
03.CSC Academy Me PMGDISHA Students Ko Register Kaise Kare ?
04.CSC Academy Me Register Kaise Kare ?
05.UTI Se Pan Card Kaise Banaye ?
To Dosto Is Prakar Se Ham PMGDISHA Ka Certificate Download Karke Nikal Sakte Hai.
To Dosto Hamare Article Achchhe Lage To ApneVLE Dosto Ko Share Jarur Kare Aur Hamare Fabceook Page Ko Like Jarur Kare.Dosto Ya Hamare Article Achchhe Lage To Please Comment Jarur Kare.
Sir aap hume auto type krne ke liye msb pr koi solution denge
Ha Jarur Ham Iske Baare Me Bahut Jald Post Likhenge
Mujhe apna pmgdisha ka certificet dhekhna hia
Apna PMGDISHA Ka ID Se Login Kare
nice article sir
thanks for sharing nice information
Thanks You
Sir muja certificate mil Gaya ha making Bina. Singnatar
Pahle Bina Sing. Wala aayega fir baad me sing wala aayega