PMGDISHA Payment Release, CSC Wallet Se Bank Account Me Trainsafer kaise kare

Hello VLE Bhaiyo Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai. Dosto Yadi Aap PMGDISHA Me Work Karte Hai To Bahut Hi Achchha Hai. Dosto Yadi Apne Abhi Tak PMGDISHA Me Register Nahi Kiye Hai To Jaldi Se Register kar Le.

Dosto PMGDISHA Register kaise Karte Hai Iske Baare Me Ham Pichhle Post Me Bata Chuke hai.

Dosto PMGDISHA Ka Pyament 08/05/2019 Ko Release Hua Tha. Dosto Sabko Pata Hai Ki PMGDisHa Me Hamesh New  – New Updates Hote Rahte Hai. Aur Aage Bhi New Updats Hote Rahega. Dosto Abhi Ke Date Me Ek Bahut Bada Update Hua Hai Jisme Jo VLE Only PMGDISHA Ka Hi Work Kar Rhe Hai Wo Bhi Digital Sewa Me Work Karne Me Majbur Ho Jayega Dosto Kyoki Dosto PMGDISHA Ka Jo Payment Hai WO Hamare Account Me 100 % Nahi Aayega. 


You Also Read.

01. DigiMail Ka ID Password Reset Kaise  Kare ?

02.CSC Ka Bank Account Change Kaise Kare ?

03.Digital Sewa Portal Ka Wallet PIN Reset kaise Kare ?

04.DigiPay Me Bhulkar Bhi Na Kare Ye Galtiya

05.UTI Se PAN Card Kaise Banaye ?

Aap Niche Screenshoot Me Dekh Sakte Hai




 Aapko PMGDISHA Ka 25 % CSC Wallet Me Milega, 75% Bank Account Me Milega. 25% Payment Apke CSC Wallet Me Ayega To Aap Usko Apne Bank Accout Me Traisfer Nahi Kar Sakte Hai Kisi Bhi Halt Me.

25% Baki Payment Kaise paye ?


Dosto Yadi Aapke CSC Wallet Me 25 % PMGDISHA Ka Payment Aaye Hai To Aap Uska Use Transaction Karke ( Electricity , Bill, Recharge , etc ) Se Paise Ko Pa Sakte Hai.

Dosto Yadi Aap Trainsaction Nahi Karte Hai To Koi Baat Nahi Dosto Aap Hame Connect Kijiye Ham Aapke CSC Wallet Me Jitna Paise Hai Utna Aapko De Denge 

You Also Read.

01. PMGDISHA Ka Invoice/Payment Generate Kaise Kare ? 

02.New CSC ID Create Kaise Kare ?

03.CSC Academy Me Register Kaise Kare ?

04. OneAd Se 250000 RS Per Month Kaise Kamaye ?

05.GST ID Cancal Hua Hai Ki Nahi Kaise Jane ?
Iske Liye Aapko Hamare Whatsapp Me Apna CSC ID , Password Aur CSC Wallet Password Send Karna Hoga, Fir Apke CSC Id Pe Ham Transation Karenge Aur Apko Paise Apke Account Me Trainsfer Ho Jaayega. Dosto Yadi Aap Chahte Hai Ki Apke CSC Wallet Me 25% Payment Hai Use Aap Pana Chahte hai To Niche COmment Box Me Comment Jarur kare.

Dosto Yadi Ye Post Aapko Achchhe Lage To Hame Niche Comment Karke Jarur Bataye Dosto Yadi Aapko CSC Se Related Koi Bhi Sawal Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur kare.


6 thoughts on “PMGDISHA Payment Release, CSC Wallet Se Bank Account Me Trainsafer kaise kare”

  1. भाई csc वॉलेट का पासवर्ड आपको दे दिया फिर पैसा खाते में नही आया तो आपका क्या उखाड़ लेंगे

    Reply

Leave a Comment