Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki PMGDISHA Ke Baare Me Dosto. Dosto Yadi Aap Bhi Ek CSC VLE Hai TO Ye Post Aapko Liye Bahut Hi Important Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko PMGDISHA Ke Kuch Updates Ke Baare Me Batayenge Jo Ki Aapke Liye Bahut Hi Imprtant Hai dosto.
Dosto Yadi Aap Logo Ne PMGDISHA Me Abhi Tak Registration Nhi Kiye Hai TO Center Ke Liye Register Kar Lijiye. Dosto Yadi Aapko CSC Se Related Kuch Bhbi Prablem Aa Rhe Ho To Hame Aap Bindas Puchh sakte Hai.
New Updates January 2021 PMGDISHA
Dosto PMGDISHA Me Bahut Hi Froud Work Ho Rha Hai Isliye Dosto PMGDISHA Me Bahut Hi Updaate Aate Rahte Hai Fir Bhi Bahus Se VLE Us Updates Ka Tod Nikal Lete Hai.
Dosto PMGDISHA ME 2 Updates Aaya Hai Jiske Baare Me Ham AApko Batane Wale Hai.
- Dosto Pahla Updates Ye Hai Ki Aapke stuends Ka Password Ko Har 4 Day Ke Baad Change Karna Padega. Yani Ki Aap 4 Day Ke Baad Login Karenge TO Aapko Password Change Karne Ka Option Dikhai De Rha Hoga.
- Dosto Dusra Updates Ye Hai Ki Jab Aap Students Ka Exam Lete Hai TO Jaha Pe Aap Students Ka Typing Karte Hai Waha Pe Block Color Dikha Rhe Hai. Kyoki Dosto Aapko Pata hi Hoga Ki VLE Bagal Me Baithkar Exam Lete Hai. Block color Isliye diya Hai Kyoki Bagal Se Koi Typing Na kare, Dosto Aapko Kuch Screenshoot Bhi Dikha Dete Hai.