PMGDISHA MSB Exam Solution Full Gaide New Update June 2018


Dosto Yadi Aap Ek VLE Hai To Is Post Ko Aap Last Tak Jarur Padhe Kyoki Ye Aapke Liye Bahut Hi Important Hai. 
Dosto Jaise Ki Aap Sabhi Ko Pata Hi Hai Ki VLE Ke Liye Har Rule Update Hote Hi Jaate Hai. To Dosto Aap Ham Baat Karenge PMGDISHA Ke Baare Me Hamne Pichhle Post Me
PMGDISHA ke Baare Me Jikra Kiya Tha Ki Iska Rules Future Me Change Hote Rahenge. 



Dosto Ye Hamara  Baat Bilkul Sahi Hua Tha Aap Hamare Pichhle Post Me ( PMGDISHA Exam New Rule ) Me Dekh Sakte Hai. Dosto 2 June 2018 Ko Fir Se PMGDISHA Exam Me Kuch Change Kiye Hai To Aaiye Dosto . Ham Aapko Iske Baare Me Pura Details Se Batayenge Ki Isme Kya Naya Update Hai Aur Ye Naya Update Kyo Kiya Gya Hai.

You Also Read

01.CSC Se Kisi Bhi Insurance Ka Premium Renew Kaise Kare ?

02.Digital Sewa Portal Se Mobile Recharge Kaise Kare ?

03.UTI Se Pan Card Kaise Banaye ?

04.Digipay 3.0 Installation Full Process

05.Ek Success VLE Kaise Bane ?


PMGDISHA Exam Update 2 June – 2018 Reason

Dosto PMGDISHA Update Hone Ke Kai Karna Hai Jo Aapko Pata Hi Hoga. Inme Se Kuch Is Tarh Se Hai :-

01. Auto Typer : – 

Dosto Auto Typer Ek Aise Computer Software Hai Jisme Madad Se Koi Bhi Candidate Ko PMGDISHA Exam Me Diye Huye Paragraph Ko Type Karna Nahi Padhta Hai Bus Use Paragraph Ko Ek Baar Click Karne Par Wo Aromatic Type Hone Lagata Hai. Isme Ham Type Speed Ko Apne Anusar Badha Sakte Hai. Jo Ki Exam Ke Ek Cheating Karna Hai. Hamme Se Kai VLE Candidate Ko  Cheating Karke Pass Karwate Hai.

02.Screen Sharing : –

Priy VLE Screen Sharing Ek Aisa Software Hai Jiski Madad Se Ham Computer Ke Screen Ko Dekh Sakte Hai Aur Use Control Bhi Kar Sakte hai. Iske Madad Se VLE Canddidate Ko Computer Ke Samne badha Dete Hai VLE Dusre Computer Se Equations Ka Answer Dete Rahte Hai. Ye Bhi Ek Prakar Sa Cheating Hi Hai. Screen Sharing De Kuch Examples Hai Jiske Use Kar VLE Karte Hai :- Teamviwer , Any Desk , Skyp etc. 

To Ye Dono kash Reasons Hai Jiske Karan PMGDISHA Exam Ko Update Karna Padha. Inke Aalawa Aur Bhi Reason Ho Sakte hai Dosto Yadi Aapko Pata Ho To Hame Comment Karke Jaurur Bataye.

Dosto Aapke Dimag Me Ek Sawal Jarur Aate Honge Ko Exam Me Cheating Karne Par PMGDISHA Agency Walo Ko Kaise Pata Chal Jata Hai . Iska Jawab Bahut Hi Simpal Hai Par Iska Answer Bahut Ki Kam VLE Ko Pata Hoga.
Dosto Jab Ham Students Ka Exam Lete Hai To Hamare Computer Ka Screen Recording Hota Hai aur Agancy Ke Pass Jaata Hai Jisse Pata Chal Jaata Hai Ki Chandidate Cheting Kar Raha Hai. Yani Ki Jab Candidate Ka Exam Hota Hai To Main Center Agancy Wale Use Apne Computer Me Dekhte Rahte Hai.



PMGDISHA Exam Me New Update Kya Hai ?

Dosto Candidate Ka Eligible Rup Se Exam Na Ho Is Liye Isme Kuch Badlaw Kiye Gaye Hai Jiska Naam Hai MSB Ye Ek Secure Exam Brower Hai Jisme Kewal Ek Hi Aaplication chal Sakte Hai Isme Crome / Firfox / Sype / Ato Typer ka Use Nahi Kar Sakte Hai. 

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne PMGDISHA  Portal Me Log in Ho Jaaiye.

Step 02. Fir Aapko Dashbord Par Ek New Notification Dikhai Dega. Bilkul Is Tarh :- 

Dosto Isme Aap Dekh Sakte Hai Red Mark Laga Hua Hai. Us Notification Me Saaf – Saaf Likha Hai Hi MSB Software Ke Kina Kisi Bhi Candidate Ka Exam Nahi Ho Sakta. To Dosto MSB Ko Download Karna Jaruri Hai Uhi Pa Usaka Likn Diya Gaya Hai. Aap Wahi Se Download Kar Sakte Hai.

Step 03. MSB Ko Download Karne Ke Liye Niche Diye Gaye Link Me Jaaye

https://s3.ap-south-1.amazonaws.com/mettl-miscellaneous-public/prod/MSB/MSB.msi



Is Software Ko Install Karne Se Pahle Iske Requirement Ko Jarur Check Kare. Isko Install Karne Ke Liye Niche Diye Gaye Application Aapke Computer Me Install Jarur Ho.

Operating System  – Windown 7 And Above

Supported Net Firmware 4.5.1 Version

Memory 65 MB Permanet Space.

Screen Sharing Software Ko Remove Kar Le. Ya Fir Exam Lete Samay Is Prakar Ka Software Ko Run Na Karaye.

Step 04.  Fir MSB Ko Install Kar Le. Webcam Me Mic Laga Hai Ki Nahi Check Kar Le. Aapke Device Me Mice Hona Jauri Hai. Mice Device Activate Karne Ke Liye Is Link Par Jaaye Mice Device Active/MSB Install Click.  Ab  Computer Ko Restart Kare.

Step 05. Ab Student Ka Exam Lena Start kare. Candidate Ka Fringer Print Scan Karne Ke Baad Is Tarh Se Window Dikhai Dega:-


Isme Aapko If Mettl Secure Brower is Installed Par Click Karna Hoga.

Step 06. Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega:- 


Ya Pe Aapko Start Test Par click Karna Hoga.

Step 07. Start Test Par click Karte Hi Ek New Window Khulega Jo Is Tarh se Dikhai Dega;-


Isme Aapko MSB Par Click Karna Hai Aur Ok Button Par Click Kar Dena Hai. jisse Sabhi Prakar Se Brower Automatic Close Ho Jaayega.

Ye Bhi Padhe 

01.PMGDISHA Students ka Email Verify Kaise Kare ?

02.PMGDISHA Ka Inner Outer Center Photo Upload Kaise Kare ?

03.PMGDISHA Me New Students Register Kaise Kare ?

04. PMGDISHA Me Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?

05.PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare ?


Step 08. Fir Aapke Ek New window Open Hoga Bilkul Is Tarh Se



Isme Aapko OK Button Par Click Kar Dena Hai.
Step 09. Ok Par Click karte Hi MSB Software Open Hoga. Jab Aap MSB Me first Baar Exam Lenge To Screen Pura Black Dikhai De Raha Hoga Tab Aapko 1-2 Min. Wait Karna Hoga Fir Bhi Nahi Open Hoga To Close Karke Dobara Kijiye Is Baar MSB Open Ho Jaayega . Candidate Ka Photo / Uadhar ka Photo Chapture Karke Exam Start Kar De.

To Dosto Is Tarh Se aap MBS Se Bahut Hi Aasani Se Exam Le sakte Hai. dosto Yadi Aapko PMGDISHA Exam Me Koi Bhi Prablem Aaye To Hame Jarur Bataye. Aur Dosto Is Hamare Post Ko apne VLE Dosto Ko Share Karna Na Bhule.


22 thoughts on “PMGDISHA MSB Exam Solution Full Gaide New Update June 2018”

  1. करेगा पर Agency वाले को पता चल जाता है क्योकि computer screen Sharing होता है |
    लेकिन अब EXAM MSB में होगा जिसमे हम गलत तरीके से Exam नहीं ले सकते |

    Reply
  2. Bhai msb install hai phir bhi wheebox open krne k liye bolta hai aur us par exam krana muskil ho jata hai kya kre please help ho sake to apna number de ya mujhe call kre 6307506793 please

    Reply
  3. kaise solve karein msb ke iss error code ko 0x50001 aur msb ka link konsa hai direct download keliye
    laptop pe microphone work ny horaha tha xtra webcam connect kiy toh abhi microphone on hai ye allow hai kya

    Reply

Leave a Comment