PMGDISHA Me Students Ko Kya–Kya Sikhana Chahiye

Join WhatsApp

Join Now

Join Telegram

Join Now

Namshtey VLE Bhaiyo Yadi Aap PMGDISHA Liye Ho To Ye Artical Apke Liye Bahut Hi Useful Hai.

To Chaliye Dosto Is Post Ham Aap Sabko Batayenge Ki Student Logo Ko Computer Logo Ko Kya-Kya Sikhane Chahiye.
PMGDISHA%2BStudent%2BKo%2BKya Kya%2BShikhana%2BChahiye

PMGDISH Me Student Ko Kya-Kya Sikhaye?

Step By Step Read Kijiye:- 

01. Sabse Pahle Student Ko Computer Ke Baare Me Basic Jaankari  Dena Chahiye.
02.Computer Ke Parts And Upyog Ke Baare Me Jaankari Dena Chahiye.
03.Uske Baad Student Ko Paint Ke Image Banane Ke Liye Shikhane Chahiye. Jisse Wo Computer Ko Aasaani Se Operate Kar Sakenge. Aur Wo Computer Ko Badi Teji Se Operate Kara Shikh Jaayenge.
04.Mouse Ka Use Kara Jaan Jayenge To Fir Use Thoda Bahut Typing Ke Baare  Me Baatao. Taki PMGDISHA Ka Exam Ke Samay Wo Typing Kar Sake.
05.Fir Email Id Ke Baare Me Batao, Email ID Banane Ko , Password Rest, Karna, Password Change, Karne Ko Shikhao.
06. 6th Number Me PMGDISHA Ka Main Topic Cashless Ke Baaare Me Batao, BHIM App, Paytm, PhonePe, etc ke Baare Me Batao.
07. Paise Transfer Karna Shikhao.
08. Jis Students Ka Bank Account Nahi Khula Hai Uska Bank Account Open  Karao.
09. Social Media Ke Baare Me Batao. Facebook, Twitter etc Ke Baare Me Batao & Account Banana Shikhao.

PMGDISHA Ke Student Ko Kya-Kya Bataye

Dosto Itana Sab Skhikhana Jaruri Hai. Kyoki Digital India Kewal VLE Hi Bana Sakte Hai, Isliye Dosto Apne Desh Ko Digital India Banane ke Liye Ye Saare Chijo Ko Shikhana Jaruri Hai.
Dosto Yadi Is Post Me Main Aapko Kuch Aur Baat Shikhaane Ke Liye Rah Gaya Hai To Mujhe Jarur Bataye.
Dosto Internet Se Related Koi Bhi Problem Ho Aap Comment Box Me Comment Kar Sakte Hai.


Sharing Is Caring:

Mera Internet Gyan - "ऐसा ज्ञान जो सबके काम आए!" यह एक ऑल-इन-वन प्लेटफॉर्म है, जो मोबाइल, एंड्रॉइड, CSC (कॉमन सर्विस सेंटर), SEO, ब्लॉगिंग, गूगल एडसेंस, गूगल एनालिटिक्स, गूगल अवार्ड्स, और कंप्यूटर सॉफ्टवेयर से जुड़ी हर जरूरी जानकारी प्रदान करता है।

6 thoughts on “PMGDISHA Me Students Ko Kya–Kya Sikhana Chahiye”

Leave a Comment