PMGDISHA Me Students Ka Outcome From Fill Karne Ke Liye Trainsaction ID Kaha Se Nikale


Hello VLE Bhaiyo Aap Sabhi Ko Namskar Dosto Ham Is Blog Me CSC , Computer, Mobile , Online Internet Etc Technical Ke Baare Me Knowledge Dete Hai. Dosto Mere Whatsapp Number Me Bahut Logo Ne SMS Kiya Ki Outcome From Kaise Bhare Inka Sahi Jaankari Dijiye. To Chaliye Dosto Ye Article Me Ham Sikhenge.


Dosto PMGDISHA Ke Rule Ko Ek Baare Jarur Padhe – PMGDISHA Manual


PMGDISHA Me Students Ka Outcome from Bharne Ke Liye Hamare Pass Transaction Id Hona Chahiye.

Ye Bhi Padhe 

01.PMGDISHA Students ka Email Verify Kaise Kare ?

02.PMGDISHA Ka Inner Outer Center Photo Upload Kaise Kare ?

03.PMGDISHA Me New Students Register Kaise Kare ?

04. PMGDISHA Me Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?

05.PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare ?

Transaction Id Kya Hai? 

Dosto Transaction Id Kya Hai Ye To Aap Jaante Hi Hai, Lekin Jo New VLE Hai Usko Pata Nahi Hoga To Koi Baat Nahi Ham Bata Dete Hai,  Jab Bhi Ham Banking Me Transaction (Len-Den )Karte Ho To Ek Vishesh Prakar Ka 12 Number Ka ID Milte Hai Jise Ham Transaction ID Kahte Hai. Ye Id Jab Ham Bank Se Paise Nikalte Hai Ya Bank Me Account Jama Karte Hai To Hamare Mobile Me SMS Me Aata Hai Apne Itna Ka Withdraw Kiya Aur Sath Me 12 Digit Ka Transaction Number Bhi Hota Hai.

Transaction Karne Ke Liye Hamare Pass Kya – Kya Hona Chahiye ?

Dosto Outcome From Bharne Ke Liye Aapko Koi Bhi Ek Aisa UIP App Ki Jarurat Hota Hai Jisse Aap Paise Ko Dusre Ke Account Me Send Kar Sake. Sabse Best UPI App BHIM Hai. Mere Ye Sujhaw Hai Ki App BHIM Se Hi Transaction ID Nikale.

01. UPI App

02.Amount 

Ye Dono Aapke Pass Hone Chahiye. Internet Aur Mobile To Sabhi Ke Pass Hote Hi Hai.

Aur Ye Transaction ID Aap Koi Bhi UPI App Jaise BHIM , PhonePe , Google Tez App,  etc Se Kar Sakte Ho.
Dosto App Transaction Id UPI Se Hi Nikale Taki Apke Account Se Agl Se Traisaction Charge Nahi Katega, Yadi Aap Chahe To Netbanking Se Bhi Trainsaction Id Nikal Sakte Ho.

Transaction Id Kaise Nikale ? 

Dosto Transaction Id Nikalna Bahut Hi Aasan Hai  Bilkul Mobile Recharge Ke Saman Hai. Dosto Ek Students Ke Liye Hame 5 Transaction Id Ki Jarurat Hota Hai.
Transaction Id Nikalne Ke Liye Aapko CSC Ke Diye Gye UPI Id Ya Fir Bank Account Me 1 Rupye Send Karna Hota Hai Aur Jo Transaction Id Niklenge Use Note Karke Rakhe. Aur Use Students Ke Outcome Me Bhare.

You Also Read

01.CSC Se Kisi Bhi Insurance Ka Premium Renew Kaise Kare ?

02.Digital Sewa Portal Se Mobile Recharge Kaise Kare ?

03.UTI Se Pan Card Kaise Banaye ?

04.Digipay 3.0 Installation Full Process

05.Ek Success VLE Kaise Bane ?

Apke Niche Niye Gaye CSC Ke UPI Ya Fir Bank Account Me 1 Rupye Transfer Karne Hai.

01. UPI ID – cscspv@axisbank

02. Bank Account –

             Bank Name – Axis Bank
 
            IFSC Code – UTIB0000049

           AC Number – 915020062508293

Dosto Isme Apko 1 Rupye Send Karne Hai Aur Jo Transaction ID Niklega Use Copy Me Note Kare Aur Sath Me Bank Name Aur Date Ko Bhi Likhe, Jab App Students Ka Outcome From Fill Karoge To Transaction ID, Bank Name , Aur Transaction Date Puchhega.
To Dosto Ab Aapne  Transaction ID Nikalne Sikh Gye Hai. To Chaliye Ab Aapko Students Ka Outcome Fill Bhi Kar Sakte Ho.
Dosto Hamare Post Ko Jyda Se Jyada VLE Bhaiyo Aur Social Media Me Share Kare, Aur Koi Bhi Prablem Ho To App Bindas Hame Comment  Ya Whatsapp Kare.


Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment