,

PMGDISHA Me Students Ka New Registration Kaise Kare (How To Do New Registraion At PMGDISHA)

Posted by


Hello VLE Bhaiyo !!
Yadi aap Logo Ko Pata To Jarur Hoga Ki PMGDISHA Yojna Ke Baare Me Jisme Sabhi VLE Per Month Ko 75,000 Rupye Kama Rahe Hai, Dosto Yadi Aapke Pass PMGDISHA ID Nahi Hai To Bana Le Kyoki Aisa Mauka Baar-Baar Nahi Milta Hai.
To Dosto Yadi Aapne New PMGDISHA ID Bana Li Hai. Aur Usme Student Register Karna Chahte, Hai To Is Post Ko Suru Se Last Tak Jarur Dekhe

.

New Students Registered Karne Ke Rules


01. Students College Nahi Karta Ho/Nahi Kiya Ho.

02. Students 14-60 Years Ke Beech Me Ho.

03. Students Android Mobile Na Chalata Ho. Students Ke Pass Samart Phone Na Ho.

04.Students Ke Koi Any Family PMGDISHA Me Registered Na Ho Yani Ki Ek Family Se Kewal Ek Hi Students Ko Join Kara Sakte Hai.

Dosto Ye PMGDISHA Ka Rules Hai. In Baato Ko Dhyan Me Rakhkar Hi Students Ka From Bharwaye.

New Student Ka From Kaise Bhare?

01.PMGDISHA Portal Me Login Ho Jaaiye.

02.Students Par Click Kijiye.

03.Add Students Par Click Kijiye.

04. Fir Yaha Par Students Ka Aadhar Card Number Daaliye.

05.Fir Fringer Print Scan Kijiye.

06. Fringer Print Verify Ho Jaane Ke Baad Student Ka Saara Details Dikhai Dene Lagenge Photo
Sahit, Jisme Aapke Kuch Fillup Karna Padhega:-

  1. Students Ka Father & Mother Name
  2. Student Ka Cast Select Kare.
  3. Students Ka Rashn Ka Hai To BPL Par Mark Lagaye. Nahi Hai To  Use Khali Chhod De.
  4. Students Ka Village Select Kare.
  5. Student Ka Jaati Select Kare.
  6. Student Kis Vibhag Me Shikhan Chahta Hai Jaise Ki Computer Operator, Computer Hardware ect Select Kare.
  7. Iske Baad Add Par Click Kar De.

To Dosto Is Prakar Se Aap Student Ka From Daal Sakte Hai. Do Yadi Aapko Kuch Bhi Prblem Aaye To Hame Jarur Bataye.


2 responses

  1. YOGESH BARGAIYA Avatar
  2. Madhav Netam Avatar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *