PMGDISHA Me Student Ka Outcome From Kaise Bhare? How to fill pmgdisha outcome ? Pmgdisha Outcome Form Best Trick 2021

Join WhatsApp

Join Now

Join Telegram

Join Now

Hello VLE Bhaiyo Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai To Chaliye Jaante Hai Is Article Me Ki PMGDISHA Ke Jo Student Hai Uska Outcome From Kaise Fill Kiya Jaata Hai.
Dosto Kai VLE Bhaiyo Ne Mujhe Comment Aur Whatsapp Bhi Kiya Hai Ki Outcome From Kaise Bhare To Dosto Ye Article Pura Jarur Padhe.

pmgdisha ka outcome from kaise bhare


PMGDISHA Me Students Outcome From Kya Hai ? 

Dosto Outcome From Fill Karne Se Pahle Aapke Ye Jaan Lena Jaruri Hai Ki Students Ka Outcome From Kyo Fill Kiya Jaata Hai.

Covered Quations: 

  1. PMGDISHA Outcome From Kaise Fill Kare ?
  2. How TO Fill PMGDISHA Outcome From ?
  3. Pmgdisha students outcome from kaise bhara jata hai ?
  4. pmgdisha outcome from trick 
  5. Outcome from fill karne ka kya tarika hai ?
  6. Students Ka Outcome From Fill Karne Ka Kya Tarika Hai ?
  7. Trick Of Outcome From In PMGDISHA Students.

Dosto PMGDISHA Ka Full From Hai Pradhan Mantri Gramin Digital Shaksharta Abhiyan
Dosto PMGDISHA  Students Ko Digital Banane Ke Liye Bank Account , Internet Browsing , Insurance, Adhar Payment , PayTm , Bhim UPI Etc Sikhana Padhta Hai.
Aur Outcome From Me Transaction Id Isi Karn Daala Jaata Hai Ki Students Transaction Kar Sakta Hai, Unka Account Open Ho Gya Hai , Bank Se Adhar Link Bhi Ho Gya Hai. etc Ko Pusti Karne Ke Liye. Outcome From Bhara Jaata Hai. Isliye Dosto Outcome From Fill Karte Samy Sawdhani Rakhe Aur Dhyan De Ki Transaction Id Wrong Na Ho. Outcome From Wrong Fill Karne Par Payment Me Prablem Aata Hai.

Ye Bhi Padhe 

01.PMGDISHA Students ka Email Verify Kaise Kare ?

02.PMGDISHA Ka Inner Outer Center Photo Upload Kaise Kare ?

03.PMGDISHA Me New Students Register Kaise Kare ?

04. PMGDISHA Me Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?

05.PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare ?



PMGDISHA Me Students Ka Outcome From Kaise Fill Kare ?

Dosto Aap Hame Step By Step Follow Kijiye Outcome From Fill Karna Bahut Hi Aasan Kaam Hai. Bas Ek Baar Aaap Pura Article Padhne Ke Baad Sikh Jaaoge.
Dosto Bahut Se VLE Fake Transaction Id Daal Dete Hai Jiske Karan Uska Payment Nahi Aata Hai. Transaction Id UPI Se Hi Nikale Aur CSC Account Me Hi Paise Ko Send Kare Jo Aap 1 Rupye Send Karte Ho.

Step 01. Sabse Pahle Aap PMGDISHA Portal Me Login Ho Jaaiye.

Step 02. A Aap Jis Students Ka Outcome From Fill Karne Chahte Hai Use Search Kijiye.

Step 02. Fir Transaction Details & Candidate Par Click Kijiye. Jaise Ki Niche Image Me Diya Gya Hai Jo Red Mark Laga Hai.

students ka outcome fill kaise kare


Step 03. Fir Aapko Ek New Window Open Hoga Jisme Aapko. Transaction Id Daalna Hai.

pmgdisha outcome from kaise bhare

01. Dosto Transaction Id Me UPI Se Transfer Kiya Hua Trasaction Id Hi Daale. Rahi Baat Trainsaction Id Kaise Nikale Uske Liye Aapko Hamara Next Article Dekhna Hoga. Dosto Aap Trainsaction Id Bhim App Se Hi Nikale To Behattan Hota Hai.

02.Bank Name  Yaha Pe Aap Kis Bank Account Se Paise Send Kar Rahe Hai WO Daale.

03.Trainsaction Date – Yaha Pe Aap Kis Date Ko Transaction Kiye The Wo Daale. Date Ko Dalne Ke Alg Tarika Hai (MM-DD-YY) Yaani Ki Pahle Month Likhna Fir Date Likhna Fir Year Likhna Tabhi Save Ho Paayega Nahi To Save Nahi Hoga.

Dosto Isi Trah Se Aapko 5 Baar Transaction Id Daalna Hai.  Transaction Id Har Alg-Alg Daale.

Step 04. Dosto Transaction Id Fill Karne Ke Baad Aapko Niche Me Ye/No Par Mark Laga Hoga

pmgdisha ka outcome from fill kaise kare

Dosto Isme Aapko First Aur Third Me Yes Par Mark Lagana Aniwary Hai.

Aur Baki Me Jaruri Nahi Hai No Par Mark Laga Sakte Hai. Yadi Students Ke Pass Bank Account / Insurance Ho To Use Daal De.

Step 05. Fir OK Par Click Kar De. Dosto Yadi Apne Sahi Transaction Id Daale Ho Success ho Jaayega Yadi Aapne Wrong Transaction Id Daale Ho To Kuch Error Aayega.

You Also Read

01.CSC Se Kisi Bhi Insurance Ka Premium Renew Kaise Kare ?

02.Digital Sewa Portal Se Mobile Recharge Kaise Kare ?

03.UTI Se Pan Card Kaise Banaye ?

04.Digipay 3.0 Installation Full Process

05.Ek Success VLE Kaise Bane ?

To Dosto Is Tarh Se Aap Apne Students Ka Outcome From Ko Fill Kar Sakte Ho Dosto Yadi Aapko PMGDISHA Se Related Koi Bhi Sawal Ho To Hame Comment Jarur Kijiye. Aur Is Post Ko Apne VLE Bhaiyo Ko , Social Media Facebook Whatsapp Me Share Jarur Kare


Sharing Is Caring:

Mera Internet Gyan - "ऐसा ज्ञान जो सबके काम आए!" यह एक ऑल-इन-वन प्लेटफॉर्म है, जो मोबाइल, एंड्रॉइड, CSC (कॉमन सर्विस सेंटर), SEO, ब्लॉगिंग, गूगल एडसेंस, गूगल एनालिटिक्स, गूगल अवार्ड्स, और कंप्यूटर सॉफ्टवेयर से जुड़ी हर जरूरी जानकारी प्रदान करता है।

Leave a Comment