Hello Dosto mera name Madhav Netam hai. Main ek VLE hu aur aap ke tarh hi PMGDISHA ka liya hu. Dosto sabse pahle main aapko ye batana chahta hu ki jo VLE achchhe se Mehnat kar rahe hai wo dosto bahut hi paise kama rahe hai. Dosto agar aap bhi ek VLE hai to man lagake ful mehnat kariye.
You Also Read
01. PMGDISHA Student Ka Email Verify Kaise Kare ?
02. PMGDISHA KA Inner Outer Photo Upload Kaise Kare ?
03.PMGDISHA Students Ke Liye Email Kis Site Se Banaye ?
04.PMGDISHA Me New Registration Kaise Kare ?
05.PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare ?
Yout Also Read
01. OneAd Android App Se 250000/ Month Kmaye Jio User Jarur Padhe.
02. PMGDISHA Me New Students Ka Registration Kaise Kare?
03. PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare?
04. PMGDISHA Me Students Ko Kya-Kya Sikhane Chahiye?
Agar aapne abhi tak PMGDISHA nahi liya hai to le le. kyoki PMGDISHA aapko ek hi mahine me malamal kar dega ek hi mahine me aap 75,000 Rupye kama sakte hai.
Dosto ager aapne PMGDISHA me 250 Students ka registration kar liye hai to exam ko jaldi-jaldi lena shuru kar de nahi to baad me aapko pachhtana padega. kyoki iske Exam ke rules me baar-baar changes hote hi jaa rahe hai.
VLE bhaiyo pahle PMGDISHA ke exam me normal process tha tha aur time bhi kam leta tha. dosto lekin abhi ke jo Exam rules hai wo bilkul badal chuka hai iski ke baare me aapko ham batayenge.
PMGDISHA Exam Ka Changes Rules
Dosto Jaise Ki Aapko Bhi Pata Hoga Rules Ke Baare Me Yadi Aap PMGDISHA Liye Ho To Iske Rules Me Kabhi Bhi Change ho Sakte Hai Aur Future Me Bhi Iska Rules Change Hoga. Isliye Dosto Aap Apne Students Ka Exam Jitni Jaldi Ho Sake Lete Jaaye Warna Fir Aapko Baad Me Problem Aayega.
01. Exam lene se pahle Agency choose karne hote hai. Dosto pahle ham is agancy ko jitne baar chahe change kar sakte hai lekin ab kewal 3 Time hi Agency ko change kar sakte hai. 3 Time Agency ko change karne ke baad Exam nahi hoga isliye dosto 3 baar me hi Exam le. balki exam lene me Time lage.
02. Students ka Photo aur Adhar ko 3 baar upload karne ka chance milta hai 4 baar upload karne par Students Block ho jaate hai. dosti agar aapne 3 baar me Students ka photo aur Adhaar Verify nahi ho payega to Agency change kar le. Dhyaan Rahe ki Agency ko ham 3 Time hi change kar sakte hai.
Yout Also Read
01.CSC ID Ka Wallet PIN Change Kaise Kare?
02. DigiPay Me Bhul Kar Bhi Na Kare Ye Galtiya ?
03. Digipay Me Register Bank Account Change Kaise Kare?
04.NSAP Pension Dhariyo Ka Adhaar Seeding Kaise Kare?
03.Dosti kai VLE bhai Fake Email Id banate hai jisske karn unke Payment ruk jaata hai, lekin ab jis Students ka Fake Email hai uska Exam ka process aage hi bahi badhega
04. Students ka Outcome From me Transaction Id me Fake id daalne se bhi students ka exam ka process age nahi badh paayega.
Dosto Yadi Aap Iske aalawa Kuch Aur Rules Jaante Ho To Niche Comment Karke Hame Jarur Bataye.
To Dosto in Rules ko Dhyaan me rakhte huye aapk PMGDISHA ko operate karna hoga PMGDISHA ko operate karna bahut hi aasan hai dosto yadi aapko PMGDISHA se Related koi bhi Quation hai to niche Comment Box me hame Comment jarur kare. Is post ko apne VLE Dosto ko share jarur kare.
Pmgdisha exam morning kitne baje se start hota hai sir?
नियम के अनुसार 7 बजे से 7 बजे तक है पर सुबह Late से Start होता है और शाम को बहुत जल्दी से Exam हो जाता है
pmg disha ka exam center morning me kitne baje chalu hota hai.
7AM Se
exam time me protoctor bahot problem kr rhe he typng ke time
Exam Awadh Rup Se Na Kare To Protector On Nahi Hoga
Sir Ji Kaushal Vikash Ke Baare Me Batao Na
HELLOW SIR , MERA NAME AYUSH HAI , MAIN PMGDISHA ME STUDENTS KA EXAM LE NAHI PA RAHA HU BARR BARR EEK HI ERROR AARAHA HAI ERROR { DOMAIN NAME MIS MATCH } BASS YAHI LIKH RAHA HAI PLEASE AAP KE PASS KOIE SOLUTION HAI TO MUZE JARUR BATAYE SIR PLEASE MAIN BAHUT PARESHAN HU OR MAIN HI NAHI MERE SATH KAIE VLE PARESHAN HAI STUDENTS KA EXAM NAHI DELA PARAHE HAI PLEASE SIR HELP AS .. THANK YOU…….
Dusre Computer Me Login Karke Dekho Aur Ye Bhi Cheack Karo Ki Date Time Aur Location Sahi Hai Ki Nhi.
kya sunday mkain exam hota ha?
Ha Sunday Ko Bhi Exam Hota hai. Jis Din Exam Nahi Hota Hai Us Din PMGDISHA Portal Me Login Karte hi Bata Deta hai Ki Is Date Ko Exam nhi Hoga Kahke
madhav ji aapke youtube chanal hai kya link digeye pmgdisha exam se releted
bhai maine ek student register kiya hai jisme photo galat upload ho gya hai kaise theek hoga bhai e mail pr reply de dena lz
email- ebrain.budhwana@gmail.com
nhi hoGA ek baar upload hone ke baad students ka photo change nhi hota ok issko koi prablem nhi hoga
C box aur v box ka matblab keya hota hai ..aur ek bat mai jb v box kholta hun to jaida time kiun leta hai
C Box = MSB , V Box = Weeb Box , V Box Me Jyada TIme Isliye Lagta Hai Kyoki Usme Jyada Cheacking Hota Hai.
BHAI MERE SYSYTEM SE PMGDISHA TEST NAHI HO REHE HE KOI SOLUTION HE KY A
Kya Error Aa Rha Hai Batao AapHame