PMGDISHA Me 300 Students Add Kaise Kare

Posted by


Hello VLE Bhaiyo Aap Sabhi Ke Liye Ek Khushkabri Hai. PMGDISHA Me Pahle 250 Students Hi Add Hote The Lekin Ab Ham Usme +50 Aur Add Kar Sakte Hai. Yani Ki Ab Aap Ek ID Me 300 Students Ko Add Kar Sakte Hai.


 Dosto Yadi Aapko Yakin Nahi Ho Raha Hai To Main Aapko Screenshot Bhi Dikha Dunga.

Dosto Is Screenshot Me Aap Dekh Sakte ho Maine Abhi 253 Log Ko Registration Kar  Liye Hai.

Dosto Is Post Ko Jyada Se jyada VLE Bhaiyo Ko Share Kare Taki Wo Bhi Apne Center Me Aur +50 Students Ko  Computer Course Kar Sakte Hai.
Dosto PMGDISHA Me New Students Add Karne Ke Tarke Chance Ho Gya Hai . To Is New Update Ke Baare Me Jaanenge.

You Also Read

01. PMGDISHA Student Ka Email Verify Kaise Kare ?

02. PMGDISHA KA Inner Outer Photo Upload Kaise Kare ?

03.PMGDISHA Students Ke Liye Email Kis Site Se Banaye ?

04.PMGDISHA Me New Registration Kaise Kare ?

05.PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare ?

PMGDISHA Me New Students Add Kaise Kare ?


Step 01 Sabse Pahle Aap Apne PMGDISHA Portal Me Login Ho Jaaiye.

Step 02.Fir Students Par Click Kariye.

Step 03. Fir Add New Student Par. Click Kijiye.

STep 04. Apko Is Tarh Se Dikhai Dega :-

Isme Aapko Adharcard , Students Name Adhar Card Me Likha Hai Wahi Daale, Gender, Date Of Birth ETC Daale Fir Add Par Click Kar De.

Step 05. Fir Fringerprint Scan Kariye Verify Hone Ke Baad New Page Open Hoga.


Step 06.  Isme Aapko Students Ka Pura Jaankari Fill Karni Hoga.
Students Ka Saara Jaankari Sahi – Sahi Daale Aur Language Ko Hindi Hi Select kare. Yadi Aap English Select karenge To Students Ka Exam English Language Me Hoga.

To Dosto Yadii Ye Jaankari Aapko Kaise Laga Comment Karke Hame Jarur Bataye Aur Apne Dosto Ko Share jarur Kare. Taki Unko Bhi Ye Saara Jaankari Mil Sake.
   


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *