Hello VLE Bhaiyo Aaj Ham Is Article Me Aapke Liye Bahut Hi Important Jaankari Laaye Hai Jo Aapke Bahut Kaam Ka Hai. Dosto Isse Pahle Aapko Kuch Batana Chahta Hu.
Dosto Yadi Aap Ek VLE Hai Aur Aap Bhi PMGDISHA Me Work Kar Rahe Ho To Bahut Badhiya, aAur Dosto Yadi Aapne PMGDISHA Me Work Karna Start Nahi Kiya Hai To Jaldi Se Start Kar De Kyoki Dosto Kuch Samy Tak Hi PMGDISHA Yojna Chalegi March 2019 Tak Fir Ye Yojna Close Ho Jaayega.
You Also Read.
01. PMGDISHA Portal Ka ID Password Reset Kaise Kare ?
02.PMGDISHA Ka Email Verify Kaise Kare ?
03. PMGDISA Students Ka Email Kis Tarike Se Banaye ?
04.PMGDISHA Exam Lene Ke Rules
05.PMGDISHA Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?
Dosto Aap Ek Hi Month Me Saal Bhar Ka Payment Kama Sakte Hai. Kyoki Dosto PMGDISHA Me One Month Me 90000 RS Bahut Hi Aasani Se Kama Sakte Hai.
PMGDISA Center Kaise Khole ? PMGDISHA Ko Approve Kaise Kare ? Etc Ka Knowlege Hamne Is Blog Me Pahle Se Likh Chuke Hai Aap Waha Se Padh Sakte Hai. Aur Koi Bhi Prablem Aaye To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.
PMGDISYA Ka Invoice Generate Kaise Kare ?
To Dosto Yadi Aap Ye Jaanna Chahte Hai Ki Aap Is Month Ka Payment Kitna Aa Raha Hai To Aapko Invoice Generate Karke Jarur Dekhna Chahiye.
Step 01. Sabse Pahle Aap Apne PMGDISHA Portal Me Login Ho Jaaiye.
Step 02. Fir Dosto Invoice & Payment Par Click Kare.
Step 03. Fir Dosto Is Prakar Se Aapke Samne Ek New Window Open Hogi
Is Tarh Se Aapko Dikhai Dega.
Jisme Aapko Jis Year Ya Month Ka Payment Dekhne Hai Use Selecte Kare.
Payment Advice Id Me Kuch Bhi Daal Sakte Hai Hai
Date Me Jis Din Invoce Nikhalenge Us Din Ka Daal Do.
GST Number Me (13 Zero) 0000000000000 Hi Daale
Fir Generate Par Click Kar De
You Also Read.
01. New CSC Id Full Process Details
02.Kisi Bhi Sim Ko Jio Me Port Kaise Kare ?
03.CSC Academy Me BCC Students Ka Assessment Complete Kaise Kare ?
04. UTI VS NSDL Best Portal
05.GST Cancelled Kaise Kare ?
Step 04. Fir Dosto Ek New Window Khulegi Jisme Aapko Download Karne Ko Kahenee Use Download Par Click Kare.
To Dosto Is Tarh Se Aap PMGDISHA Ka Invoice Ya Payment Generate Kar Sakte Hai. Ki Hamara Payment Kitna Aaya Hai.
Yadi Dosto Aapko CSC Se Related Koi Bhi Sawal Puchhna Ho TO Hame Bindaas Puchhe. Aur Dosto Hame Comment Karke Jarur Bataye Ki Ye Post Aapko Kaise lage.
Join Whatsapp Group
दोस्तों यदि आप हमारे सभी पोस्ट को पढना चाहते है तो हमारे Whatsapp Group को Join जरुर करे ताकि आपको हमारे सभी पोस्ट बहुत आसानी से मिल जायेगा |
THanks Yaar Aapne Bahut Hi Achchha Jaankari Di Hai
Welcome Yaar
Koi pmgdisha id approve kara sakta hai
Apne Block Ka District Manager Se baat Karo Ho Jayega
January ka invoice genret huya sir
January ka invoice genret huya sir
Abhi To Nhi Hua Hai Yaar
abhi to nhi hua hai
Sir mera pmgdisha invoice payment generate nahi ho raha kya karu
kaun se month ka payment generate kar rhe ho