Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto jaise Ki Aap Sabhi Bhaiyo Ko PMGDISHA Examination Ka Bahut Hi Wait Kiye Hai. Dosto Maine Bhi PMGDISHA Ka Bahut Din Se Wait Kar Rha Tha Kyoki Dosto Mere PMGDISHA Ki ID Me Registration Ho Gye The Lekin Examination Baki Tha.
PMGDISHA Examinations Start
Dosto Aapko Pata Hi Hoga ki 21st October 2020 Ko PMGDISHA Examination Start Ho gya Hai. Dosto Aapko ham Niche Me Screenshoot Bhi De Rhe Hai
PMGDIsHA Examinations are now open in all states and UT’s. (Effective 21st Oct 2020)
Dosto Aap bhi Soch Rhe Honge Ki PMGDISHA Kab Se Start Hoga. Dosto PMGDISHA Ke Portal Me Aapko Notification Jarur Milega. Aap Niche Diye Gye PMGDISHA Ki Portal Par Jake Notification Jarur Dekhe.
PMGDISHA Official Notification
Note – Dosto PMGDISHA Start Ho Gya Hai. Dosto Ho Sakta hai Ki Abhi Server Me Kuch Prablem Aa Sakta Hai. Isliye Dosto Aap Work Karne Se pahle Ek Baar Apne Center Me Hi Try Karke Jarur Dekhe Fir Work Karna Start kare.
Dosto Yadi PMGDISHA Me Registration Nhi Kiye Hai To Jalid Se PMGDISHA Me Registration Kar Le. PMGDisha Me Registration Kasie Karte hai Iske Bare Me Hamne Post Likh Chuke Hai. Dosto Yadi Appko CSC / PMGDIsHA Me Koi Bhi Help Chahiye To Hame Niche Comment Box Me Comment Jaru Kare. Kyoki Dosto Main Bhi Ek VLe Hu. Doto Aap Yadi Hamare Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Please Jaldi Se Like Kare Le.
Dosto Is Post Ko apne Sabhi VLE Bhaiyo Ko Share Jaru kare Taki Wo Bhi pMGDIsHA Me Work Karne Ke Liye Taiyar Ho Sake.
Leave a Reply