,

PMGDISHA Center List Kaise Nikale ? Kis Kis Village Me PMGDISHA Work Hua Hai Kaise Pata Kare ?

Posted by

 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai Ki Aap PMGDISHA Center List Kaise Nikal Sakte Hai. Aap Un Village Ki List Dekh Sakte Hai Jis Village Me PMGDISHA Registration Hua Hai.

Dosto Yadi Aap Bhi CSC VLE Hai To Aap PMGDISHA Me Registration Jrur Kare, Dosto Ham CSC Aur PMGDISHA Ke Baare Me Bahut Saare Post Likhe Hai Aap Pichhle Post Ko Read Kar Sakte Hai.

Covered Quations:

  1. PMGDISHA Center List
  2. PMGDISHA Center List Kaise Nikale ?
  3. How To Get PMGDISHA Center List Ditails ?
  4. How To Locate PMGdishA Center ?
  5. Kis Vllage Me PMGDISHA Work Hua Hai Kaise Pata Kare ?
  6. Kiska PMGDISHA ID Me Work Nhi Hua Kaise Pata Kare ?

How To Get PMGDISHA Center List ? 

Dosto Yadi Aap Bhi PMGDISHA Me Work Kar Rhe Hai To Aapko Sabhi PMGDISHA Center Ke Baare Me Pata Jarur Hona Chahiye. Dosto Bahut Saare VLE Hai Jo Commision Me Bhi WOrk Karte Hai. Jo Dusre Ka PMGDISHA ID Me Work Karte Hai Aur Full Paise Kama Rahe Hai. Dosto Yadi aap Bhi PMGDiSHA Me Work Karne Me Interest Hai TO Aap Bahut Aasani Se WOrk Kar Sakte Hai. To Chaliye Dosto Ham Jaante Hai Ki PMGDISHA Centers List Kaise Nikalte Hai Jaante Hai. Hamare Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Link Par jaye.

Get Center List For PMGDISHA

Step 02. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.

Step 03.Yaha Pe Aap State District Aur Tehsil Select Kijiye. Fir Go Par Click Kar De.

Step 04. Fir Dosto Is Tarh Se Aapke Block Ke Saare PMGDISHA Centers Ka List Aa Jayega.

Dosto Aap Is Tarh Se Bahut Hi Aasani Apne Block Ya Kisi Bhi Block Ka PMGDISHA Center Ka List Nikal Sakte Hai.Dosto Aap Chahte To Jis Village Se Center Ke Liye Apply Nhi Hua Hai Us Village Se Center Apply Kar Sakte hai. Ya Fir Jis Village  Ki PMGDISHa ID Me Work Nhi Hua Hai Uska ID Mang Ke Commission Me WOrk Bhi Kar Sakte Hai.

Dosto Ye Post Aapko Kaise Laga Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Bataye. dosto Yadi aapko CSC / PMGDISHA Se Related Kisi Bhi Tarh Ka Sawal Puchhna Hai To Hame Niche Diye Gye Comment Box Me Puchh Sakte hai. Dosto Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *