PMGDISHA Center Ke Liye Appy Kaise Kare (How To Get PMGDISHA Center )

Hello VLE Bhaiyo Jaise Ki Aap Jaante Hi Hai Ki PMGDISHA Se Aap 90000 Per Month Kama Sakte Hai Dosto Yadi Aapne Abhi Tak VLE Registration Nahi Kiya Hai To VLE Registration Kar Le. Kyoki Dosto Yadi Aapke Pass Ek Center Hai To Aap Mahine Ka Lakho Rupees Kama Sakte Hai.

Dosto Yadi Aapne VLE Registraton Kar Liye Hai To Bahut Badhiya Hai. Dosto Yadi Aap Logo Ko Computer Shikhana Chahte Hai Ya Fir Aap Ek VLE Hai To Aapko PMGDISHA Project Me Work Jarur Karna Chahiye. Kyoki Dosto PMGDISHA Se Aap Har Mahine 90000 Rupees Kama Sakte Hai. To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki Koi Bhi VLE PMGDISHA Ke Liye Register Kaise Kare.

You Also Read.

01. PMGDISHA Portal Ka ID Password Reset Kaise Kare ?

02.PMGDISHA Ka Email Verify Kaise Kare ?

03. PMGDISA Students Ka Email Kis Tarike Se Banaye ?

04.PMGDISHA Exam Lene Ke Rules 

05.PMGDISHA Students Ko Kya – Kya Sikhana Chahiye ?


How To Register PMGDISHA Center For VLE ?


Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Apne Digital Sewa Portal Me Login Ho Jaaiye.

Step 02. Fir Waha Pe Aapko Search Box Me Search Karna Hai PMGDISHA Fir Aapko Is PMGDISHA Service Par Click Karna Hai.






Step 03. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega 


Jisme Aapko Apna Saara Details Fill Up Karni Hai.

Dosto Details Fill Karne Ke Se Pahle Aapko Kuch Baato Ko Dhyaan Me Rakhna Chahiye.

01. Dosto Aap Apne Center Me Kam Se Kam 03 Computer Hona Chahiye Yaani Ki Aapko From Fill Karte Samy Computer Ki Number Ko 03 Daalna Hai.

02. Aapke Cente Me Internet Connectivity Hona Jaruri Hai. Isliye Isme Aapko Yes Par Click Karna Hai.

03. Dosto Aapko Ek Affidevoice  Banana Padhega Jisko Aapko PMGDISHA Apply Karte Samy Upload Karni Hogi.

Dosto Ye 03 Cheeje Hai Jinke Baare Me Aapko Pata Hona Chahiye. Dosto

Step 04. Doso Aap Affidevoce Ko Uplaod Kare

Step 05. Dosto Data Fill Up Karne Ke Baad I Agree Par Click Kare Fir Add Par Click Kar De 

Congatulation Dosto Aab Aapka PMGDISHA Ke Id Ban Chuke Hai. 


Dosto Jaise Hi Aap  Add Par Click Karenge To Aapko Turant PMGDISHA Ka ID Password Digimail Pe Mil Jaayega.

Dosto PMGDISHA Ka ID Password Aapko Digimail Me Milega Dosto Aap Apne Digimail Pe Login Ho Jaiye Fir Waha Se Aapko Id Turat Mil Jaayegi.

Step 06. Dosto PMGDISHA Ka ID Password Milne Ke Baad Aapko Center Ki Location Ko Send Karna Padhta Hai. Fir Cente Ka Outer Inter Ka Photo Upload Karna Padhta Hai. FIr PMGDISHA Ka ID Kuch Dino Ke Baad Approve Hota Hai.

You Also Read.

01. New CSC Id Full Process Details

02.Kisi Bhi Sim Ko Jio Me Port Kaise Kare ? 

03.CSC Academy Me BCC Students Ka Assessment Complete Kaise Kare ?

04. UTI VS NSDL Best Portal

05.GST Cancelled Kaise Kare ?


Dosto Jaise Hi Aapka Cente Approve Hota Hai Aap Students Ko  Register Karna Start Kar De Aur PMGDISHA Ke Training Student Ko Dena Start Kar De.

Dosto Yadi Aapko PMGDISHA Se Ya FIr CSC Se Related Koi Bhi Prablem Aa Rahe Ho Ya Fir Jaankari Ke Liye Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.

16 thoughts on “PMGDISHA Center Ke Liye Appy Kaise Kare (How To Get PMGDISHA Center )”

  1. सर csc का अप्रूवल कैसे मिलेगा ।
    कृपया बताएं 3 महीने से मुझे नही मिला है

    Reply
  2. Jab aap PMGDISHA Portal Me Register Karoge To Usme Affide. Diya Hoga Use Download Karke Print karle. Jo 1st Page Rahega usko 100 Rs Wale Stamp Me Print kare Aur Baki Ka Page Ko Normal A4 Papar Me Print Kar De aur Vakil Ke Pass Jake Sing. Kara Le

    Reply

Leave a Comment