Dosto Sabhi Ko Pata Hi Hai Ki Koi Bhi VLE 1 Month Me 750000 Rupye Kama Sakte Hai. Iske Liye Bas Aapko PMGDISHA Me Registration Karna Hai. Dosto Iske Liye Aapko Ek Bhi Paise Nahi Lagenge Bas Aapke Pass Computer Ya Laptop Hone Chahiye.
Dosto Yadi Aapne Abhi Tak PMGDISHA Me Register Nahi Kiya Hai To Jaldi Se Register Kar Lo. Yadi Aapko PMGDISHA Se Related Koi Bhi Sawal Ho To Hamse Jarur Puchhe.
To Dosto Aaj Ke Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai. Ki PMGDISHA Center Ki Photo Upload Kaise Karte Hai To Dosto Jaanne Ke Liye Aap Pura Process Padhte Rahiye.
You Also Read :-
01. OneAd Se 250000 Rupye Kaise Kamaye?
02.Computer Par Fast Tyting Kaise Kare ?
PMGDISHA Portal Me Center Ka Photo Upload Kaise Kare?
Dosto Upload Karne Se Pahle Aapko Apne Cente Ka Photo Kheech Lena Hai Apne Cente ki Bahar Ka Aur Andar ka Jab aap Andar ka Photo Kheechenge To Usme ek ya teen Computer hone charur hone chahiye.
Step 01. Sabse Pahle Aap Apne PMGDISHA Portal Me Login Ho Jaaiye.
Step 02. Yadi Aapne Photo Upload Nahi Ki Hogi To Apko Login Hote Hi Is Tarh Se Dikhai Degi.
Iska Matlab Ye Hai Ki Abhi Tak Aapne Center Ka Inner Aur Outer Ka Photo Upload Nahi Kiye hai.
Step 03. Profile Par Jaaye Aapko Is Tarh Se Dikhega
Jisme Aapko Inner Photo Me Apne Center Ke Andar Ki Photo Dikhai Dena Chaiye Jisme aapke Computer Ke Photo Hone CHahiye, Outer Photo Me Apke Center Ke Bahar ka Photo Ko Upload Karna Chahiye.
Inner Photo :- Dosto Isme Sabhi VLE Glti Karte Hai. Dosto Ab Aap Nahi Karenge Dosto Photo Upload Karne Se Pahle Jo Andar Ka Image hai Uska File Naame Change Kar De File Name Me Inner Likhe. Tabhi Apke Photo Upload Ho Payenge.
Outer Photo – Dosto Isme Bhi Sabhi VLE Galti karte hai we File Na Naame Change kare Bina Hi Upload Kar Dete hai Jisse We Pareshan Ho Jaate hai. To Dosto Jo aapne center Ke bahar ka image hai uske Rename karke Outer Likh De Fir Upload Kare.
To Dosto Upload Karne Se Pahle In Dono Photo Ka Name Change Kar De Fir Fir Aap upload Kar De.
You Also Read
01 UTI Se Pan Card Kaise Banaye?
03.Aay Praman Patra Kaise Banaye?
04 Android Mobile Se 250000/ Month Kaise kamaye ?
06.CSC Se Primium Renew Kaise Kare?
To Is Prakar Se VLE bhai Apne center ka inner aur Outer ka Image PMGDISHA Portal Me Bahut Hi Ashani Se Upload kar Sakte hai. Dosto yadi aap logo ko ko photo Upload karne me ko bhi pareshani aa Rha hoga To Hame Jarur Bataye. Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare. Aur EK Pyaara Sa Comment Jarur Kare.
Pmgdisa me bill kyse pass hota hai hm log ko kyse pysa milega 8766373148
Dost Jab Apne Sabhi Trainsaction ID Daale Hone Tabhi Aapko Payment Aayega. Payment Aapko CSC Id Me Bank Account Diye Hai Wahi Account Me Aayenge.
Dost Aap PMGDISHA Me Sahi Tarike Se Work Karte Rahiy Aapka Paymet Jarur Aayega Ye Na Soche Ki Payment Nahi aayega, Payment 100% Aayega.