PMGDISHA Center ID Ka Password Change Kaise Kare ( How To Do Change Password At PMGDISHA Center ID )


Namshtey VLE Bhaiyo !!
Apko To Jarur Pata Hoga Ki Hamare Sabhi VLE Bhaiyo Ne PMGDISHA Ka ID Liye Hai Aur Wo Khub Paise Kama Rahe Hai. Yadi Aap Bhi VLE Hai Aur Aap PMGDISHA Nahi Liya Hai To Aap Bhi Le Le.
 Dosto Aap Sabhi VLE To Bahut Hi Expert Hote Hai. Isliye Dosto Aapka PMGDISHS Ka ID Aur Password Ko Koi Durse VLE Galt Use Na Kare Isliye Aapko Apne Password Ko Change Karte Rahna Chahiye.  Is Post Me Aap Logo Ko PMGDISHA Ka Password Change Karna Sikhayenge.

Covered Questions

  1. How To Change PMGDISHA Password ?
  2. PMGDISHA Center Id Ka Password Change Kaise Kare ?
  3. PMGDISHA Ka Password Change Kaise Karte Hai ?
  4. PMGDISHA Change Password
  5. PMGDISHA Me Password Change Kaise Hota Hai ?


You Also Read

01. PMGDISHA Student Ka Email Verify Kaise Kare ?

02. PMGDISHA KA Inner Outer Photo Upload Kaise Kare ?

03.PMGDISHA Students Ke Liye Email Kis Site Se Banaye ?

04.PMGDISHA Me New Registration Kaise Kare ?

05.PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare ?

PMGDISHA Ka Password Change Kaise Kare

Step By Step Follow Kijiye

Step 01.
Sabse Pahle PMGDISHA Portal Me LogIn Ho Jaaiye.

Step 02. Fir Upar Side Me Aapka PMGDISHA Id Likha Hoha Waha Me Mouse Cursle KO Le Jaaiye.

How To Do Change Password At PMGDISHA

Step 03. Change Password Par Click Kijiye.

Step 04. Fir Yaha Pe Aapko

01. Current Password Me Apna Purana Password Daale

02. Yaha Pe Aapko New Password Daalna Hoga

03. Yaha Pe Dobara Apne New Password Daale.

04. Change Par Click Kar De.


Ye Bhi Padhe:-

01.PMGDISHA Me Kya-Kya Sikhana Chahiye

02.PMGDISHA Me Payment Kab Milta Hai.

03.PMGDISHA Me 250 Students Ka Exam Ho Jaane Ke Baad Kya Kare.

To Dosto Is Parakar Se Aap PMGDISHA Ka Password Change Kar Sakte Hai.
 Dosto Yadi Aapko Kisi Bhi Prakar Ke Sawal Ho To Jarur Puche Dosto Is Post  Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Kare.
Thanks For Visite!!!!


Leave a Comment