Hello Dosto Mera Intergyan Me Ek Baar Aap Sabka Suwata Hai Dosto Is Post Me Aapko PM Kisan Samman Nidhi Yojna Me From Kaise Fill Karte Hai Iske Baare Me Ham aapko Batayenge.
Dosto Hamare PM Modi Ne Kishano Ke Liye PM Kisha Nidi Yojna Nikala Hai Jisme 5 Acar Tak Ka Jamin Wale Kishan Hi From Daal Sakte The Lekin Is Rule Ko Hata Diya Hai Ab Isme Koi Bhi Kishan Apply Kar Sakta Hai.
Dosto Is Yojna Ke Antargat Pratyek Kishan Ko Ek Sall Me 6000 RS Teen Kist Me Milega. To Dosto Yadi Aap Bhi VLE Hai To Apne Custemers Ko Ye Service Jarur De Dosto Ye Online From Jarur Bhare Sabhi Kishano Ka Dosto Yadi Aapko PM Kishan Nidhi Yojna Apply Karna Nhi Aata To Hame aapko Bata Denge.
Ye bhi Padhe.
01. Adhaar Card Download Kaise Kare ?
02.Digital Sewa Ka Wallet Pin Reset Kaise Kare ?
03. Fino Payment Bank Ka CSP Kaise Le ?
04.E Distrit Me New Update Ab CSC Wallet Se Cuteng Frees
05.CSC ID Deative Hone Par Kya Kare ?
Important Document PM KIshan Nidhi Yojna
Dosto PM Kishan Samman Nidhi Yojna Me Aapko NIche Diye Gaye Document Ki Jarurat Padega Jisme.
01. Adhar Card
02. Mobile Number
03.Passbook
04.Kishan Pustika
05. B1
TO Dosto Online Karne Se Pahle Ye Document aapko Pass Hona jaruri Hai Tabhi Aap PM Kishan Nidhi Yojna Me apply Kar Sakte Hai. TO Dosto Yadi Aap Bhi Kisi Kishan Ka Apply Karna Chahte Hai TO Niche Diye Gaye Step Ko Follow Kare.
How To Apply PM-Kishan Mandhan Nidhi Yojna
Step 01. VLE Dosto Sabse Pahle Aap Apne Digital Sewa Portal Me Login Ho Jaiye Ya Fir Aap Niche Diye Gaye Link Me Jake CSC ID And Password Se Login Ho Jaiye.
Step 02. Login Hone Ke Baad Search Box Me PM-Kissan Search Kare. Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega
Aur Use Open Kar Le Aur Login ho Jaye.
Step 03. Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega.
jisme aapko Fresh Farmaer Registration Par Click Kare.
Step 04. Fir aapko Is Tarh Se Dikhai Dega
Fir Doso Is From Me aapko Jo-Jo Details Manga Gya Hai Wo Fillup Kare Fir Submit Kar De Aur Jo Printout Niklega Use Custmor Ko De De.
Ye bhi Padhe.
01.Smart Card Me Kitne Paise Hai Kaise Pata Kare ?
02.Mishal Bandobas Kaise Nikal ?
03.Digital Sewa Portal Se Kisi Bhi Insurance Paye Kaise kare ?
04. Pan Card Me Kuch Mistacs Hone par Kya Kare ?
05. CG E District Kya Hai Isme kya Kya Service Milta Hai ?
To Dosto Is Prakar Se Aap Kisi Kisi bhi Kisan Ka PM-Kissan Samman Nidhi Yojna Ke Antargat From Fill Kar Sakte hai
Dosto Yadi Ye Post Aapko Achchhe Lage To apne VLE Dosto Ko SHare jarur Kare. Sahi Hi Koi Bhi Kisi Prakar Ka Sawal Puchna Chahte Ho To Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.