Hello VLE Bhaiyo Jaise Ki Hamne Apne Pichle Post Me Bataye The Ki Kisi Bhi Pensioner Ka Lifer Certificate Download Kaise Karte Hai ? Dosto Usme Aapne Ek Notice Jarur Kiya Hoga Ki Us Life Certificate Me Jo Pensioner Ka PPO Number Hai Wo Show Nahi Hota Hai Aur Na Hi Pensioner Ka Bank Account Number Show Ho Rha Tha.
To Dosto Chaliye Is Tarke Se Ham Aapko Lifer Certificate Me PPO Number Aur Bank Account Number Dono Show Hone Wale Lifer Certificate Nikalna Batayenge.
Dosto Is Prakar Ke Certificate Keval Choice Center (VLE) Wale Log Hi Nikal Sakte Hai.
You Also Read.
01.Pensioner Ka Life Certificate Download Kaise Kare ? 02.Adhaar Link Status Kaise Check Kare ?03.VLE RAP Registration Kaise Kare ?04.CSC Academy Ka BCC Certificate Download Kaise Kar05.Pradhan Mantri Ujjwal Yojna Ke Liye Apply Kaise Kare ?
Life Certificate Nikalne Ke Liye Kya-Kya Chahiye ?
Dosti Yadi Aap Ek VLE Hai Aur Aap Pensioner Ka Ka Life Certificate Nikalna Chahte Hai To In Cheejo Ki Jarurat Padhegi.
01. Pensioner Ka Adhaar Number.
02.Pensioner Ka PPO Number.
03.Pensioner Ka Mobile Number ( Important)
04. Pensioner Ka Email Id ( Apna Bhi Daal Sakte Hai )
05.Pensioner Ka Fringe.
06. Morpho Device
07. Jeewan Praman Patra Software
To Dosto Ye Seven Items Aapke Pass Rahega Tabhi Aap Pensioner Ka Lifer Certificate Download Kar Sakte Hai.
How To Make Pensioner Life Certificate With PPO Number?
To Dosto Aap Bahut Hi Aasaani Se Pensioner Ka Life Certificate PPO Number Ke Sath Nikal Sakte Hai. Iske Liye Bas Aapko Hamare Diye Gye Step Ko Follow Karna Hai.
Step 01. Sabse Pahle Aap 👉Jeewan Praman Patra Portal👈 Par Jaaye.
Step 02. Fir Aapko Is Tarh Se Portal Dikhai Dega
Yaha Se Aap Get A Certificate Par Click Kijiye.
Step 03. Fir Apko Is Tarh Dikhega
Jisme Aapko Yadi Aap Computer Me Life Certificate Banana Chahte Hai To PC Wala Software Download Kare Yadi Aur Yadi Aap Mobile Se Nikalna Chahte Hai To Mobile Wala Download Karna.
Dosto Ham Aapko Computer Se Nikalna Batayenge.
Step 04.PC Software Download Karne Ke Baad Aap Use Install Kare.
Step 05. Ab Aap Morpho Device Ko Computer Me Connect Kijiye.
Step 06. Fir Aapko Jeewan Praman Pratra Software Ko Open Karna Hai.
Step 07. Aapko Is Targ Se Dikhega
Jisme Aapko Pensioner Ka Adhaar Card Mobile Number And Email Id Daale Fir Generate OTP Par Click Kar De.
Step 08. Fir Aapke Is Tarh Se Dikhega.
Jisme Aapko Penshndhaar (Pensioner) Ka Pura Details Daalna Hai.
Fir Scan Fringer Par Click Kar Dena Hai. Aur Penshndhaari Ka Fringer Lagna Hai Fringer Match Hone Ke Baad New Page open Hoga.
You Also Read.
01. Digital Sewa Portal Ke Wallet Me Recharge Kaise Kare ? 02.Google UPI Tej Se 9000 Rupeye Kaise Kamaye ?03.New CSC Id Create Kaise Kare ?04.Income Certificate Kaise Banaye ?05.Andrid Mobile Me DigiPay Kaise Chalaye ?
Sep 09. Ab Dosto Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega
Jisme Aapko Print Par Click Karna Hoga Phir Waha Se Aapko Life Certificate Ko Print Kar Lena Hai Dosto Is Printout Me Pensioner Ka Pura Details Rahega PPO Number Ke Sath.
To Dosto Yadi Aapko PPO Number Ke Sath Lifer Certificate Nikalne Me Koi Bhi Prablem Hota Hame Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare.
Dosto Yadi Hamare Article Achchhe Lage To Please Hamare Post Ko Share Jarur Kare Kyoki Dosto Ek Share Aur Ek Comment Hamare Liye Kimti Hota Hai. Dosto Jab Aap Log Comment Karte Hai To Hame Padhkar Sukun Milta Hai Ki Jo Ham Article Likh Rahe Hai WO Kisi Ka Kaam To Aaya. To Dosto Hame Comment Karke Jarur Bataye Ki Ye Post Aapko Kaise Lage.