PayTm Se Paise Kaise Kamaye ? Online Earn Money / Part Time Job In Home / Earn Money For PayTm

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi Ka Suwagat Hai. Dosto Mera Name Madhav Netam Aur ham Is Blog Par Aapke Liye Part Time Job/ Online Earn Money / Job In Home ETC Se Related Jaankari Late Rahte Hai. Dosto Ham Is Post Me baat Karne Wale hai Ki PayTm Se Paise Kaise Kamaye Jate hai.


Dosto PyTM Aapke Mobile Me Jarur Install Hoga Yadi Nhi Hai To jaldi Se Install Kar Lo. Dosto Aapko Online Paise Kamane Ki Application Bahut Saare mil Jayega, Dosto Is Blog Me Hamne aur Bhi Bahut Saare Part Time Job Ke Baare Me Bataye Hai Dosto Aap Chaho To Hamari Pichhli Post Jarur Read Kare Taki Aapko Part Time Job Ke Baare Me  adhik Se Adhik Jaankari Milega.


Dosto Ham Is Post Me Aapko PayTM Se Paise Kamane Ka Tarik Batayenge Dosto PyTM Bhi Ab Logo Ko Paise Kamane Ka Mauka  De Rha Hai.

What is PayTM ?

Dosto PayTM Kya Hai ? PayTm Ke Baare Me To Aap Jaante Hi Hai Dosto PayTm Ek Aisa Android Apps Hai Jisse Aap Mobile Recharge, Electricity Bill Pay, Fund Transfer etc Karte Hai.


Dosto PayTM Ko August 2010 Ko Launch Kiya Gya. Jiska Founder: Vijay Shekhar Sharma Hai. PayTM Ka Headquarters: Noida Me Hai. PayTm Ka Revenue: 3,579 crores INR (2019, US$500 million) Hai. PayTm Ka Totel Users 350 million (FY 2019) Hai.


How To Earn Money In PayTM ?


Dosto Ham Baat Karne Wale Hai, PayTm Se Paise Kaise Kamye ? Dosto Paytm Me Alg-alg Triko Se Paise Kamaya Ja Sakta Hai aur Use Aapne Bank Aacount Me Bhi Aasani Se Trainsfer Kiya Ja Sakte hai.

  1. Cash Back
  2. Own Product Sell
  3. Sell In PayTm Product
  4. Affilative Marketing
  5. Promo Code
  6. Play In Game

01.Cash Back Se Paise Kamaye –


        Dosto PayTm Me Aap Paise Kamana Chahte Hai To Cash Back Se Bhi Paise Kama Sakte Ho. Dosto PayTM Cash Back Se Hi Jyada Faymus Hua Hai. Dosto PayTm Har Transaction Par Cash Bank Deta Hai. Dosto Yadi Aap Is Application Par kisi Bhi Prakar Ka Product Buy Karte Hai To Bhi Aapko Cash Bank Milta Hai. Yaha Tak Ki Recharge Karne Par Bhi Cash Back Milta Hai. Dosto Yadi Aap Kisi Mobile Shop Par Work Karte Hai To PayTm Se Bahut Paise Kama Sakte Ho.

02.Own Product Sell karke –


        Dosto Yadi Aapke Pass Koi Product Hai Jise Aap Sell Karna Chahte Ho To Use PayTm Par Online Sell Kar Sakte Hai. Dosto apne Product Ko Sell Karke Paise Kamana Chahte Ho To Aapko Apne Product Ko PayTm Par Upload Karna Hoga JIsse Aap  Paise Kama Sakte Ho.

03. PayTm Ki Product Ko Sell Karke –


Dosto PayTM Aapko Ye Bhi Fasility Deti Hai Ki jab Bhi Aap PayTm Ki Product Ko Sell Karte Hai. Dosto Iske Liye aapko PayTm Ki Product Ko Buy Karna Hoga aur Us Product Ka Rate badha kar Aap Paytm par Sell Kar Sakte  Hai Yani Ki Aapko PayTM Reseller Ka Feathers bhi Deta hai.

04.Affilative Marketing Se Paise kamaye –


Dosto Jaise Ki Hamne Aapko Bataye Hai Ki PayTM Ne Hame paise kamane Ke Liye bahut Sare Feathers Add Kar Diye Hai.Dosto PayTm Ne Baki Affilative Markenting Ki Tarh Affilatvice market Star Kar Diye hai. Dosto Paytm Se Aap Kisi Product Ki Link Aap Kisi Ko Share Karte hai Aur Wo Yadi Buy Karta Hai To Aapko Paise Milenge. Dosto Affilative Marketing Se Log Bahut Jayada Paise Kama Rhe hai. Jaise ki amazone Affilative, Flipkart Affilate etc

05. Promo Code Se Paise Kamaye –


Dosto Promo Code Ke Baare me To Aap Jaante Hi Hai aur Ye bhi Jaante Ho Ki Promo Code kya hai. Dosto Promo Code Ek aisa Code Hai Jise Aap Product Ko Buy Karte Samy Use Karenge To Aapko Kuch Discount Milta hai.

Dosto Promo Code Festival Ya Fir Kisi Event Ke Samay Bahut Milta Hai. Dosto Yadi Aap PayTM use Karte hai To Promocode Use Jarur kare.

06. PayTM Me Game Khelke Paise Kamaye –


Dosto Aapne To PayTM Se Cash Back ,Promocode, Affilative , Transaction Se paise Bahut Kamaya Hoga Lekin Ye Kabhi Nhi Suna Hoga Ki PayTm Se Game khelke Paise Kamaya Ja Sakte Hai To, Ye True Hai Dosto PayTm Se Bhi Game Khelke Paise Kamaya ja Sakte hai.

To Dosto Hame aapko PayTm Se Paise Kamane ke Sevan Idea Bataye Hai Dosto Aap Hame Ye Jarur Bataye Ki Aap Online Paise Kis Tarh Se Kama Rhe Hai. Dosto Hamare Ye Post Achche Lage To Please apne Dosto Ko Share jarur Kre. Hamse Kuch Bhi sawal Puchchi Ho To Hame Niche Comment Box me Comment jarur Kare. Hamare Facebook Page Ko Like aur Youtube Channal Ko Subscribe Jarur Kare.

Leave a Comment