Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabhi ka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Apko Batane Wale Hai Ki AAp PayTM Payment Bank ka BC Agent Kaise Ban Sakte Hai. Dosto Yadi Aap Banking Ka Work Karte hai Ya Fir Aapke Pass Koi SHOP Center Hai To Ye Post Aapke Liye Hi Hai. Dosto Yadi Aap Adhaar Card Se Paise Nikalna Chahte Hai To Free Me RNFI Ka ID Le Sakte Hai ?
Covered Questions
- Paytm Payment Bank Kya Hai ?
- Paytm Payments Bank Ka BC Agent Kaise Bane ?
- What is Paytm Payment Bank ?
- Paytm Bank Me Kya Kya Service Milta Hai ?
- Paytm Payment Bank Service Details
- What Is BC Agent ?
- BC Agent Kya Hai ?
- Commisions Of Paym Payment Bank BC Agent
- BC Agent Ka Kitna Income Hota Hai ?
- Paytm Bank BC Ke Liye Apply Kaise kare ?
- How To Apply Paytm Paytment Bank BC Agent ?
PayTM Payment Bank Kya Hai ?
Dosto PayTM Ke Baare Me To AAp Jaante Hi Hai. Dosto Paytm Me Pahle Ham MOBILE Recharge, Money Trainsfer , Bill Pay, Insurance , ETC Karte The Lekin Ab PayTM Ek Mini Bank Ban Gya Hai. Dosto PayTM Payment Bank Ko RBI ( Reserve Bank Of India ) Ne Start Kiya. Paytm Bank Ek Mini Bank Hai. Jise Digital Transactions Ke Liye Start kiya Gya. Jaise Ki Ham Jaante Hai India Me Notbandi Kiya Gya To 95% Digital Transactions Se Hi Transaction Kiya Gya. Jisse Customers Ko Bahut Se Problem Ka Samna Karna Pada. RBI Bank Ke Anusar Paytm Payment Bank Duwara Customer Ko Service Diya Jata Hai. Dosto Main Bhi BC Ka Work Karta Hu. Paytm Se Paise Kaise Kamate Hai ? Jaanne Ke Liye Is Link Par Jaye.
Paytm Payment Bank Sevice Details
Dosto Paytm Payment Bank Me Baki Bank Ki Tarh Hi Service Di Jati Hai. Jaise Ki Aapko Niche Me Bataya Gya Hai Kuch Service Ke Baare Me.
Debit Card या Virtual Debit Card
1 लाख तक रुपये जमा करने की सुविधा साथ में 4% तक का ब्याज
Online Banking की सुविधा
Cheque Book की सुविधा
ऑनलाइन पासबुक Statement
Mobile Banking
Dosto Agar Aap PayTM Use Karte Ho To Aap Bahut Hi Aasani Se Paytm Payment Bank Ka Account Open Kar Sakte Ho. Dosto Yadi Aapke Pass Pytm Nhi Hai Aur Aap Paytm Payment Bank Me Account Open Karna chahte Ho To Aapko Paytm Open Karna Hoga.
What Is BC Agent ?
Dosto BC Agent Kya Hai ? Iske Baare Me Bhi Aapko Jaanna Bahut Hi Jaruri hai. What Is BC Agent ? Jaante Ke Baad Hi BC Bane. Dosto BC Agent Use Kahte Hai Jo Banking Ki Sabhi Service Logo Tak Pahuchata Hai. Jaise Ki Man Lo Koi Bank Village Se bahut Dur Hai To Bank Ki Service Ko logo Tak Pahuchane ka kaa BC Agent Ka Hota Hai. Dosto BC Agent Ko All Transaction , Account Opening, Insurance ETC par Comminsion Milta Hai. Dosto BC Agent Se Sabhi Customer Banking Ka Sabhi Servce Le Sakte Hai.
Commission Of Paytm Payment Bank BC Agent
Dosto Koi Bhi Bank Ka BC Yadi Customer Ko Jitna Jyada Service Dega Usko Utna Jyada Commission Milega. Dosto Bank BC Ko Account Opening, Transaction , Money withdraw, Insurance Selling, Loan Seling , Finance Product ETC Me bahut Commission Milta Hai.
Investment Of Paytm Payment Bank BC Agent
Dosto Aap soch Rhe Hoge Ki Paytm Payment Bank Ka BC Agent Banne Ke Liye Kitna Investment Karna Padta Hoga. Dosto Aapko Pata Hi Hoga Ki Har Kaam Ko Shuru Karne Se pahle Usme kuch Na Kuch Invastment Karna Padta Hi Hai. Dosto Ham Aapko Bata Dete hai Ki Paytm Payment Bank BC Agent Banne Ke Liye Aapko Kisi Ko Bhi Ek Rupye Dene Ki Jarurat Nhi Hai. Dosto Aapko Banking Service Dene Ke Liye Aapke Passs Niche Diye Gye Setup Aapke Pass Hona Chahiye.
- Shop ( दुकान )
- Smartphone Ya Computer
- Biomatric Device
- Transaction Ke Liye Money
- Internet Conectivity
Dosto Bank BC Agent Banne Ke Liye Aapke pass Ye Chije Hona Bahut Hi Jaruri Hai. Dosto Aapke Pass Kuch Paise 30000-50000 Nagat Cash Jarur Hona Chahiye Taki Aap Us paise Ko Customer Ko De Sake, Aapke Passs Nagad Cash Jyada se Jyada Hoga To Aapka Income Bhi Jyada Hoga. Dosto Main Bhi BC Ka Work Karta Hu Lekin Mere Pass Setup Nhi Hai. Yani Ki Shop Ya Center Nhi Hai. Dosto Aap Bhi Bina Shop Ya Center Ke BC Agent Ban Sakte Hai.
How To Apply Paytm Payment Bank BC Agent ?
Dost Yadi Aap Paytm Payment Bank Ka BC Agent Lena Chahte Hai To Aap Bahut Hi Aasani Se Le BC Ba Sakte Hai. Dosto Yadi Aap Onliy Cusmter Ka Money deposti Aur Withdraw Karna Chahte hai To Ham Aapko AEPS ID De Sakte Hai. Yadi Aap AEPS ID Chahiye TO Niche COmment Box Me Apna Name Aur Mobile Number Comment Jarur Kare.
To Chaliye Dosto Jaante Hai Ki BC Agent Ke Liye Kaise Apply Karte Hai Niche Step Ko Follow Kare.
Step 01. Dosto Sabse Pahle Aap Niche Diye Gye Paytm Payment Bank Ka Offical Website Par Jaye.
Get Registration Paytm Payment Bank BC Agent
Step 02. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh se Dikhai De Rha Hoga
Yaha Pe Aapko Apna Mobile Number Shop Details Fill Karna Hai Fir Sumbmit Kar De.
Sttep 03. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga.
Dosto Ab Aapka BC Agent From Fill Hokar Submit Ho Gya Hai. Dosto Aapka From Kuch Din Ke Baar Confrim Ho Jayega.
Dosto Yadi Aapko BC Agent Banne me Koi Bhi Problem Aa Rha Hoga To hame Niche Comment Box Me Comment Karke Puchh Sakte Ho. Dosto ye Post Achchhe Lage To Post Ko Share Jarur Kare. Dosto Yadi Aap Abhi Tak Hamar Facebook Page Ko Like Nhi Kiye Hai To Please Ek Like Jarur Kare.