PaynearBy Se Kisi Bhi Customer Ke Bank Account Ka Mini Statement Kaise Nikale ?

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me aap Sabhi Ka Suwagat Hai Dosto is Post Me Ham aapko Batane wale Hai PaynearBy Ke Baare Me. Dosto Yadi aap Paynearby Retailer Hai To aapke Liye Ye Post Bahut Hi Usefull Hai. Dosto Paynearby Me Abhi New Updates Aa Gye Hai Jiske Madad Se Ham Kisi Bhi Bank Account Ka Mini Statment Nikal Sakte Hai. Dosto Pahle Paynearby Me Mini Statement Ka Option Nhi Tha Lekin abhi Ke TIme Me Mini Statemet Ka Option aa Gya Hai.

How To Check Mini Statement By Paynearby ?

To Dosto Jaise Ki aapko Pata hai Ki Ham aapko Paynearby Se Mini Statement Nikal Ke Dikhane Wale hai. Dosto Isse aap Bahut Hi Aasani Se Nikal Sakte hai. Dosto Paynearby Me 9 Statement Bas Nikal Sakte hai. Baki Other AEPS App Me Bhi 9 Statement Hi Nikal Sakte Hai. TO Chaliye Dosto Start Karte hai Step
Step 01. Dosto Sabse pahle Aap Apne Paynearby Me Log In Ho Jaiye.
Step 02. Fir Apko Niche Me Mini Statement Ka Option Dikh Rha Hoga Kuch Is Tarh Se
Us Par Click Kare
Step 03. Fir aapko Is Tarh Dikhai De Rha Hoga