PayNearby Se Customer Ka Kisi Bhi Bank Se Paise Kaise Nikale


 Hello Dosto Mera Internet Gyan Me aap Sabka Suwagat Hai. Dosto Ye Post Hamare VLE Bhai Aur Paynearby Retailers Ke Liye Hai Jo PaynearBy Ka Use Karte Hai. aur Jo PaynearBy Ne Naye Hai. Dosto Is Post Me Ham Aapko PaynearBy Se Paise Kaise Nikalte hai Batayenge Dosto Jiske Baare Me Ham Batayenge ki Aap Kab Paise Nikal Sakte hai Aur Kab Nhi Nikal Sakte hai.


Dosto Yadi Aap Bhi PaynarBy Retailer Banna Chahte Hai To PaynearBy Retailer Kaise Bane ? Me Jake Iski Puri Jaankari Le Sakte Hai. Aur Income Kar Sakte Hai Sath Hi Apne Center Me aap Customer Ko Achchhe Khase Service De Sakte Hai.

TO Dosto PaynearBy Kya Hai Iske Baare Me Jaante Hi Hai PaynearBy Se Ham Custemer Ke Account Se Paise Nikalte Hai Fund Traisfer Karte hai, PaynearBy Se Mobile Recharge Karte Hai, DTH Recharge Karte Hai, Paynearby Se Flight Book Karte Aur bahut Kuch Service Ka Work Karte Hai.

How To Withdraw Money In PaynearBy 


Hello Dosto Yadi aap PaynearBy Se Customer Ka Paise Nikalna Chahte Hai To Ye Post Pura Padhe. Dosto PaynearBy Se Paise Nikalna TO Sab Jaante hai Par Kuch Condition aise Aata Hai Ki aap Kuch Mushibat Me  padh sakte hai.

Dosto PaynearBy Se Two Tarike Se Customer Ka Paise Nikala Sakte Hai.

01. Mobile Se

02. Computer/Laptop Se


01 Mobile Me PaynearBy Se Customer Ka Paise Kaise Nikale ?


Dosto Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.

Step 01. Dosto Yadi Aap PaynearBy Ka Use Mobile Me Karna Chahte Hai To Aapko Play Store Se Two app PaynearBy Aur morpho Driver Download Karna Hoga Jiska Link Niche Me Diya Gya Hai-





Step 02. Fir Install Hone  Ke Baad Paynearby Ko Open Karne Par Aapko Is Tarh Se Dikhaii De Rha Hoga

Isme aap apne ID Aur Password Se Log In Ho Jaiye.

Step 03. Ab aap Morpho Ko Mobile Me Connect Kijiye.

Step 04. Payneaby Me Login Hone Ke Baad Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega

Jisme Aapko Bank Ka Balance Check Karne Ke Liye Balance Chek Par Jaye Aur Paise nikalne Ke Liye Withdraw Par Jaye.

Step 05. Fir Apko Is Tarh Se Dikhai Dega 

Jisme Aapko Kitna Customer Ka Account Number Daalna Hai Fir Bank Select Karna Hai Fir Kitna Account Withdraw Karna Ha Daale Fir Scan Par Click Kar De.

Step 06. Ab Dosto Morpho La Light Hai Wo Jalega Aur Aapa Fringer Ko Scan Karega Fir Verify Hone Ke Baad Customer Ka Paise Nikal Jaayega.

To Dosto Is Prakar Se Aap Kisi Bhi Customer Ka Paise Apne Android Mobile Se Nikal Sakte hai. 

Ab Dosto Ham Apko PC Ya Laptop Se Kisi Bhi Customer Ka Paise Nikalna Batayenge.

02.System Se Kisi Bhi Customer Ka Paise Kaise Nikale ?


TO Dosto Yadi Aapke Paass System Hai Aur Aap System Ka Use Karke PaynearBy Se kisi Bhi Customer Ka Paise Nikalna Chahte Hai To hamare niche Diye Gye Step Ko Follow kare-

Step 01. Dosto Sabse Pahle To Aap Apna Computer Me Morpho Driver Install Kar Le Fir Dosto Latest Version Ka Crome Brawer Install Kare. Dosto Morpho Device kewal Crome Broswr Par Hi Run Hoga Yadi Aap Internet Explore Ya Fir Mozila Firfox Ka Use Karenge To Aapa Morpho Run Nhi Karegaa Light Hi Nahi Jalega. TO Sabse pahleaap Yahi Kaam Kare Ki Morpho Driver Aur Latest Version Kar Crome Install Kare.

Step 02. Ab Dosto Aaap Crome Browser Open Kare Aur Niche Diye Link Par jaaye.


Step 03. Ab Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga 



jisme Aap BC  Login Par Click Kare Jisse Ek New Window Open Hoga.

Step 04. Ab Aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga



Jisme Aapko Apna paynearBy Ka Id Password Fill Karke Submit Par Click Kar De Fir Aapko Mobile Me Ek OTP Aayega Jisko Daale Fir Aapka PaynearBy Account Login Ho Jayega

Step 05. Ab aapko Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga



Jisme Aapko Account Ka Balance Check Ya Fir Withdraw Karne Ke Liye AEPS Par Click Kare.

Step 06. Fir Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai Dega



Jisme Aapko Yadi Aapka Device FM 220 Hai To Use hi Select Kare Yadi Aapka Device Morho Hai To Morpho Device Par Clickc Kare Aur Yadi Aapa Device Mantra Hai TO Mantra Device par Click Kare.

Step 07. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega



Jisme Aapko Two Option Milega Pahla Account Balance Check Karne Ka Dusra Bailance Nikalne Ka To Aapko Balance Nikalna Hai To Withdraw Par Click Kijiye.

Step 08. Ab Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega 



Jisme Aapko Customer Ka Account Number Name Adhar Number Fill Kare. Fir Sumbmit Par Click Kar De. 

Fir Aapko Morpho Ka Light On Hoga Fir Customer Ka Fringerprint Scan Hoga Aur Verify Hone Ke Baad Customer Ke Account Se Paise Nikal Jayega.

To Dosto Is Tarike Se Aap Kisi Bhi Custmer  Ka Paise Ko Mobile Ya PC Se Nikal Sakte Hai. Dosto Yadi Aapko Kuch Bhi Sawal Puchhna Hai To Niche Comment Box Me Comment Jarur Kare Aur Sath Hi Hamare Facebook Page Ko Like Kare. Ek Share To Banta Hai Yaar To Please Ek Share Kar Do please.

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment