Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko PaynearBy Se Related Jaankari Dene Wale Hai Jiska Jaankari Hona Sabhi Paynearby Retailer Aur Distributers Ko Pata Hona Chahiye.
Dosto Jab Aap PaynearBy Me Register Kiya Hoga To Aap Usme Aap Bank Details Jaise Bank Name , Account Number, Bank Ka IFSC Code Diye Honge Dosto Maan Lo Yadi Kisi Ka Ya Fir Aapka Bank Details Kuch Mistacks Ho Jayega Ya Fir Aap Apna Bank Details Change Karna Chahte Hai To Kaise Use Change Karenge? Dosto Aap Logo Ko Isi Ke Baare Me Batane Wale Hai.
Ye Bhi Padhe.
01. PaynearBy Kya Hai ? Iski ID Kaise Le ?
02. PayNearBy KYC Kaise Karaye ?
03.PaynearBy Wallet Ke Amount Ko Bank Account Me Traisfer Kaise kare ?
04.PaynearBy Ka Mobile Number Change Kaise Kare ?
05. PaynearBy Se Customer Ka Paise Kaise Nikale ?
How To Change Bank Details In PayNearBy
Dosto Yadi PaynearBy Ka Id Lena Chahte Hai To Aap ke Sakte Hai Iske Baare Me Ham Post Likh Chuke Hai Aap Hamare Pichhle Post Dekh Sakte Hai.
Dosto PayNearBy Ka Bank Details Change Karne Ke Liye Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare.
Step 01. Sabse Pahle Aap Apne Paynearby Portal Ya App Me Login Ho Jaiye.
Step 02. Fir Dosto Waha Pe Aapko PaynearBy Ka Frofile Name Dikh Rha Hoga Waha Pe Click Kare.
Step 03. Fir Dosto Aapko Bank Details Ka Option Dikh Rha Hoga Wha Par Click Kare.
Step 04. Fir Aap Waha Par Bank Details Fill Kare Aur Submit Par Click Kar De.
Step 05. Submit Karne Ke Baad Aapke Mobile Me Ek OTP Aayega Use Enter Kre. Fir Dosto Aapke Paynearby Ka Bank Details Change Ho Jayega.
Ye bhi Padhe.
01.PayNearBy Kya Hai ? Isme Register kaise Kare ?
02. E Adhaar Print Ke Liye Apply Kaise Kare ?
03.Smart Card Me Kitne Paise Hai Kaise Pata Kare ?
04.CSC Id Ke Liye Apply Kaise Kare ?
05.Jio Ka Retailer kaise Bane ?
To Dosto Is Prakar Se Aap Bahut Aasani Se bank Details Ko Change Kar Sakte hai. Dosto yadi Aap Kuch Bhi Sawal Puchchha Chahte Hai To Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Puchhe Aur Dosto Hame Ye Jarur Bataye Ki Ye Post Kaise Lage. Dosto Hamare Facebook Page Ko Like Jarur Kare Aur Sath Hi IS Post Ko apne Dosto Ko Share Jarur Kare.
Thik hai
thanks
Bank account add hi nahi ho raha hai, sab try kar chuka hu fir bhi se add nahi ho raha hai
Aap change kr rhe h kya bank details ko