PayNearBy Ka All Transaction Details Status Kaise Check Kare

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me aap Sabks Suwagat Hai dosto Is Post Me Ham Aapko Kuch Jaankari Dene wale Hai. Dosto Yadi aap Ek PaynearBy Retailer Hai To Ye Post Aapke Liye Hi Hai.

Dosto Kabhi Kabhi Kya Hota Hai Ki Jan Aap Paynearby Me Koi Sa Bhi Traisaction Karte Hai Jaise Ki Adhar Withdraw, Bil Pay, Recharge, Fund Transfer Koi Sa Bhi Transaction Karte Hai To Kabhi Kabhi Kuch Bug Aa Jata Hai Ya Fir Transaction Hi Nhi Hota Hai To Aaise Condition Me Ham Kya Karege. Jahir Si Baat Hai Aap Transaction Status Check Karte Hai.  

Dosto Yadi Aap PaynearBy Id Lena Chahte Hai To Le Sakte Isme Baare Me Aap Hamare Pichchle Post Ko Jarur Padhe.

Dosto To Chaliye Jaante Hai Transaction Status Check Kaise Karte Hai Pata Lagate Hai.

Ye Bhi Padhe.

01. PaynearBy Kya Hai ? Iski ID Kaise Le ? 

02. PayNearBy KYC Kaise Karaye ?

03.PaynearBy Wallet Ke Amount Ko Bank Account Me Traisfer Kaise kare ?

04.PaynearBy Ka Mobile Number Change Kaise Kare ?

05. PaynearBy Se Customer Ka Paise Kaise Nikale ?

How To Check Transaction Status PaynearBy?

Dosto Transaction Status Cheack Karte Ke Liye Niche Diye Gye Step Ko Follow Kare 

Step 01. Sabse Pahle  Aap Paynear By App Me Login Ho Jaiye.

Step 02. Fir Aap Menu Button Par Jaye.

Step 03. Fir Aap Report Wale Option Par Click Kare.

Step 04. Fir Dosto Aape Samne Alg Alg type Ke  Transaction Dikhai De Rha Hoga. Usme Aap Jis Type Ke Transaction Status Dekhna Hai Usme Click Karo.

Step 05. Fir Dosto Aapko Kuch Is Tarh Se Dikhai De Rha Hoga

Jisme Aapko Date Select Kar Lena Hai Ki Aapko Kaun Se Date Tak Transaction Dekhna Hai.

Step 06. Fir Dosto Aapke Samne Us Date ka Sabhi Transaction Status Dikhai Dega Aur Aap Usme Click Karke Dekh Sakte Hai. Aur Pata Laga Sakte Hai Ki Wah Transaction Success full Hua Hai Ki Failled Hua Hai. 

Ye bhi Padhe.

01.PayNearBy Kya Hai ? Isme Register kaise Kare ? 

02. E Adhaar Print Ke Liye Apply Kaise Kare ?

03.Smart Card Me Kitne Paise Hai Kaise Pata Kare ?

04.CSC Id Ke Liye Apply Kaise Kare ?

05.Jio Ka Retailer kaise Bane ?

 To Dosto Is Prakar Se Aap Usme Ka Sabhi Transaction Ko Dekh Sakte Hai. To doso Ye Post Aapko Kaise Lage Hame Niche Comment Box Me Comment Karke Jarur Bataye. Aur Koi Bhi Sawal Puchhni Hai To Hame Niche Comment Box Me Jarur Puchhe. Dosto Hamare Facebook Page Ko Like Aur Youtube Chaannel Ko Subscribe Jarur Kare.

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment