PAN Card Me Kuchh Mistaks Hone Par Kya Kare

Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai. Dosto Yadi Aap Bhi PAN Card Banate Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Upyogi Hoga Isliye Dosty Ye Post K Pura Padhe. UTI Se Pan Card Kaise Apply Kaise Kare ? Iske Baare Me Ham Appko Bata Chuke Hai Chahe To aap Hamare Pichhle Post Read Kar Sakte Hai.

Dosto Jab Aap PAN Card Banate Hai To Usme Kuch Prablems Aa Jaate Hai Yani Ki Kuch Mistaks Ho Jaate Hai Hai Jaise Ki – 

01. Name
02.Father Name
03.Surname
04.Date Of Birth
05.Other

Dosto Yadi Uper Ke In 5 Me Se Kisi Bhi Ek Ka Bhi Speling Galt Hua To Aapka Ya Custemer Ka Pan Card Nhi Banega.



Ye Bhi Padhe.

01. Pan Card Status Check Kaise Kare ?

02.UTI Pan Card Document Upload Kaise Kare ?

03.UTI Se Pan Card Kaise banaye ?

04. New CSC Id Apply Kaise Kare ?

05.OneAd 2,50,000 RS/Month Kaise Kamaye ?
  Yadi Dosto Aapne Galt Daale Hai TO Use Aap Bahut Aasani Se Change Kar Sakte Hai Yani Ki Sudhaar Sakte Hai Chahe Aap PAN Card Ka Payment Pay Kar Chuke Ho.

Dosto Yadi Aapne Pan Card Me Kuch Mistaks Ki Hogi To Aapko Status Me Bata Dega Ki Is PAN Aplication Me Ye – Ye Prableme Hai To Aap Use Edit Karke Dobara Se Submit Kar Sakte hai.

Dosto Yadi Aap PAN Card Ko Sudharna Chahte Hai To Niche Diye Gye Steps Ke Anusar Change Kar Sakte Ho.


PAN Card Me Kuchh Mistaks Hone Par Kya Kare


Dosto Aap Do Tarke Se PAN Card Ko Sudhar Sakte Hai-

01. Yadi Aapka Ya Custmer Ka PAN CARD Banke Aa Gye Hone To.

02. Yadi Aapne PAN Card Apply Kiye Hai Aur Status Me Kuch Mistaks Ho To.

Dosto Pahla Condition Me Jab Aapka Ya Customer Ka PAN CARD Ban Ke Aa Gye Honge To Aapko Fir Se PAN CARD Ka Fees Dena Hoga Yadi Ki Use Sudharne Ke Liye Dobara From Apply Karna Hoga. Jiske Baare Me Ham Jald Ho New Post Likhenge.

Dusra Condition Pe Ye Dosto Ki Jab Aapne PAN CARD Apply Ki Hai Aur Apne Kuch Speling Me Mistaks Ki Hai Jo Ki Customer Ka Adhaar Card Se Match Nhi Kar Raha Hai TO Aapke Pan Application Number Ki Maddad Se PAN CArd Ko Edit Karke Usme Customer Se Sing Karwake Use Dobara Submit Karna Hoga.

Adhik Jaankari Ke Liye Niche Diye Gye Kuch Step Ko Follow Kare .-

Step 01. Sabse Aphe Aap PAN Card Portal Me Log In Ho Jaaiye.

Step 02. fir Aap PAN Objection Par Jaaye


aapko is tarh se dikhai dega Isme Yadi Aapko Name Me Mistake Hua hai To Find Application Under Objection Par Jaaye.

You Also Read

01. PMGDISHA Ka Password Reset Kaise Kare ?

02.PMGDISHA Ke Liye Outcome From Fill Kaise Kare?

03.PMGDISHA Students Ka Email Verify Kaise Kare ?

04.PMGDISHA Students Ka Email Is Tarike Se Banaye.

05. PMGDISH Students Ko Kya-Kya Sikhana Chahiye ?


 Yadi Aapne Kuch Document Upload Nhi Kiye Hai to Upload To Clear Objection Document Par Jaaye.

Uske Baad Aapko Edit Par Click Karna Hog. Jaise Hi Edit Par Click Kroge To Ek New Window Open Hoga Jisme Pan From Ka Sahi Details Fill Karna Hoga Jo Adhaar Card Se Match Karna Hona Chahiye. Fir Ise Prinout Nikal Le. Fir Customer ka Sing Karke Upload Kare.

To Dosto Is Prakar Se Aap PAN Card Ko Edit Kar Sakte hai Dosto Yadi Ye Post apko Achchhe Lage TO Ek Share Jarur Kare Aur Ha Dosto Yadi Aapko PAN Se Related Kuch bhi Sawal Puchhna Ho To Niche Commnet Box Me Hame Comment Jarur Kare.


Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment