Hello Dosto Mera Internet Gyan Me Aap Sabka Suwagat Hai Dosto Is Post Me Ham Aapko Batane Wale Hai PMGDISHA Payment Ke Baare Me. Dosto Yadi Aap CSC VLE Hai To PMGDISHA Ke Baare Me To Jaante Hi Honge. PMGDISHA Me Income Hi Income Hai PMGDISHA Me Yadi Aapne Registerd Nhi Kiya Hoga To Jaldi Se Registered Kar Le PMGDISHA Me Registered Kaise Kare ? To Dosto Yadi Aap Bhi Kar Le.
Ye Bhi Padhe.
01.Pradhan Mantri Shram Yogi Maan-Dhan Kya Hai Isme Registration Kaise Kare ?
02.PM Kisan Samman Nidhi Yojana Me From Online Kaise Kare ?
03. Fino Payment Bank Ka CSP Kaise Le ?
04.E Distrit Me New Update Ab CSC Wallet Se Cuteng Frees
05.CSC ID Deative Hone Par Kya Kare ?
To Chaliye Dosto Jo PMGDISHA Me New Update Hua hai Uske Baare Me Jaante Hai Dosto PMGDISHA Portal Me Login Karte Hai Aap Sabhi Logo Ko Ye Notification Jarur Show Hua Hoga Jiska Screenshoot Niche Diya Gya Hai.
Dosto Is Screenshot Ko Dekh Ke Aap Jaan Chuke Hi Honge.
To Chaliye Dosto PMGDish Me Jo New Updates Aaye Hai Uska baat Karte Hai Aaj.
PMGDISHA Payment Related Update
To Dosto Is Post Me Main Aapko Batane Wala Hu Ki PMGDISHA Ka Payment Ke Baare Me Dosto Jo Payment Aata Hai Wo Direct Aapke Account Me Ek Rupye Bhi Nhi Aayega. Chauk Gye Na Is Baat Ko Sunke.
01.Smart Card Me Kitne Paise Hai Kaise Pata Kare ?
02.Mishal Bandobas Kaise Nikal ?
03.Digital Sewa Portal Se Kisi Bhi Insurance Paye Kaise kare ?
04. Pan Card Me Kuch Mistacs Hone par Kya Kare ?
05. CG E District Kya Hai Isme kya Kya Service Milta Hai ?
PMGDISHA Ka Payment Pahle Direct Account Me Aata Tha Lekin Abhi De Date Me 25% CSC Wallet Me Aur 75% Digipay Wallet Me Aayega. To Dosto Aapke Account Me Nhi Aayega. Jab Aap Apne CSC Aur Digipay Me Trainsaction Karenge To Hi aap In Paise Ko Use Kar Sakte Ho.
Dosto Yadi Aapko CSC Se Related Kuchh Bhi Sawal Puchhni Hai To Hame Niche COmment Box Me Comment Jarur Kare Aur Ha Dosto Hamare Facebook Page Ko Like Jarur Kare Aur Sath Me Share Bhi Kare.