New CSC ID Me Electricity Bill Pay Kaise Kare ? How To Pay Electricity Bill From New CSC ID

Hello VLE Bhaiyo Id Post Me Main Ek Aur Aapke Liye Ek Artical Likh Raha Hu Jo New CSC Walo Ke Liye Bahut Hi Usefull Hai. Dosto Jaise Ki Maine Pichhle Post Me Bataye The Ki CSC ID Kaise Banate Hai. To Dosto Aap Ne To Abhi Tak New CSC ID To Jarur Bana Liye Honge, Yadi Aapka CSC ID Abhi Tak Nahi Bana Hai Aur Aap CSC ID Banane Ki Soch Rahe Hai To Aap CSC ID Kaise Banaye Yaha Se Bana Sakte Hai. Dosto Yadi Aapko CSC ID Banane ME Koi Problem Aa Rahe Ho To Hame Jarur Bataye Ham Aapki Help Jarur Karenge.

You Also Read  

01 CSC Se Kisi Bhi Insurance Ka Renew Kaise Kare ?

02. CSC Portal Se Mobile Recharge Kaise Kare ?

03. UTI Se Pan Card Kaise Banaye ?

04. Pan Card Status Check Kaise kare ?

05.Aay Praman Patra Kaise Banaye ?


digital sewa se electricity bil payment kaise kare


Electricity Bil Pay Kaise Kare?

Dosto Aapke Pass CSC Id To Aa Gaye Honge, Usi ID Se Hame Bil Pay Karenge, Dosto Step By Step Follow Kijiye.

Step 01. Sabse Pahle Digital Sewa Portal Me Login Ho Jaiye.

Step 02. Fir Login Par Click Kare.

Step 03. Fir Aapko Is Tarh Dikhega:-

digital sewa log in screenshoot



01.Yaha Pe Apna CSC Id Ya Email ID Daale.

02.Yaha Pe Apna Password Daale.

03.Yadi Aap Usi Computer Me Baar – Baar Login Karte Hai To Remember Me Par Mark Laga De Taki Aapko ID Password Dobare Daalna Nahi Padhega.

04.Sing In Par Click Kare De.

05.Yadi Aap Apne CSC ID Ka Password Bhul Gaye Hai To Aap Yaha Se Reset Kar Sakte Hai.

Ye Bhi Padhe.

01. UTI Se PAN Card Kaise Banaye ?

02. PAN Card Status Check Kaise Kare ?

03. JIO Ka Retailer ID Kaise Apply Kare ?

04. Digital Sewa Portal Se Insurance Premium Ko Renew Kaise Kare ?

05. Jio WIFI Ka Password Reset Kaise Kare ?


Step 04. Digital Sewa Partal Me Login Ho Jaane Ke Baad Aapko Is Tarh Dikhega :-


electrycity bil pay csc idh


01.Jisme Aapko Electricity Par Click Karna Hoga.

02.Electricity Billers Par Click Karna Hoga.

03.Fir  Yaha Pe Bahut Saare Electricity Company Dikhega Jisme Se Aapko Apna Wala Select Kar Le.

Step 05 Fir Aapko Id Tarh Se Dikhega:

csc id



01.Isme Aapko Yaha Pe Electricity Bil Ka Nuber Daalna Hoga.

02.Isme Aapko Costumer Ka Mobile Number Dale.

03.Fir Fetch Bil Par click Kar De.
 
Step 06. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega

csc id se electricity bik pay kaise kare


Jisme Aapko Costemer Ka Electricity Bill Dikhai Denge.

01.Isme Aap Apna Waite Pin daale.

02.Fir  Pay Par Click Kar De.

Step 07. Par Par Click Karte Hi Aapka Electricity Bill Pay Ho Jaayega Aur Waha Par Electricity Bil Ka Receipt Dikhai Dega Use Aap Print Karke Costumer Ko De Sakte Hai.

Do Dosto Is Prakar Se Aap Apna Electricity Bill Ka Bhugtan Kar Sakte Hai CSC ID KE Liye.
Dosto Yadi Ye Post Aapko Achhcha Laga To Apne Dosto Ko Share Jarur Kare Aur Hame Comment Jarur Kare.


Author Profile

c96dc2a908ee112e630f67d58feeea2e?s=100&d=mm&r=g
Madhav Netam
Mera Internet Gyan - "ऐसा ज्ञान जो सबके काम आए!" यह एक ऑल-इन-वन प्लेटफॉर्म है, जो मोबाइल, एंड्रॉइड, CSC (कॉमन सर्विस सेंटर), SEO, ब्लॉगिंग, गूगल एडसेंस, गूगल एनालिटिक्स, गूगल अवार्ड्स, और कंप्यूटर सॉफ्टवेयर से जुड़ी हर जरूरी जानकारी प्रदान करता है।

5 thoughts on “New CSC ID Me Electricity Bill Pay Kaise Kare ? How To Pay Electricity Bill From New CSC ID”

Leave a Comment