MS Office Kya Hai? Isme Kya-Kya Work Kiye Jata Hai? (What Is MS Office? What Do Work For MS Office?)

Dosto Aapne Agar Computer Chalaye Honge Ya Computer Course Kiye Honge To MS Office Ke Baare Me Thoda Bahut To Jarur Jaante Honge. Dosto Aaj Is Post Me Aapke Liye Computer Basic – MS Office Ke Baare Me Thoda Bahut Knowledge Batayenge.

Ye Bhi Padhe:


MS Office Kya Hai?

Dosto Jaise Ki Iska Naam Hai MS Office Iske Naam Se Hi Pata Chal Raha Hai Ki Is Software Me Office Ka Work Kiya Jaate Hai.
MS Office Ko Microsoft Ne Banaye The. Sabse Pahle Is 2003 Me Banaya Gaya Tha. MS Office Ka Use Khaskar Office Me Hota Hai, Ise Khas Isi Kaam Ke Liye Banaye Gaye Hai.

MS Office Me Kya-Kya Work Kar Sakte Hai?

Dosto Jaise Ki Aapko Pata Hi Hi Ki MS Office, Office Related Work Karne Ke Liye Bana Hai. To Isme Ham Wo Saara Work Kar Sakte Hai Jo Ek Special Office Me Ki Jaati Hai.

Dosto Niche Me Kuch Work Ke Naam Bata Raha Hu Jise Hame Shikhana Chahiye.

  1. Document Banana.
  2. Matter Banana
  3. From Banana.
  4. Kisi Bhi Prakar Ki List Banana. (EX.- Students, Items, Work Ki List etc)
  5. Chart Banana.
  6. Animation Banana.
  7. Presentation Banana
  8. Document Ko Sajana.
  9. Application Banana.
  10. Hard Copy Nikalne Me.
  11. Excl Sheet Banana.
Do Dosto Is Prar Se Aap Bahut Se Work Hai Jo Aap MS Office Se Kar Sakte Hai. Dosto Yadi Aapke Iske Aalawa Aur Work Work Hota Hai To Hame Comment Karke Jarur Bataye.
Dosto Is Post Ke Apne Dosto Ko Share Jarur Kare Taki Isi Tarh Ka Post Aapke Liye Banata Rahu


Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

1 thought on “MS Office Kya Hai? Isme Kya-Kya Work Kiye Jata Hai? (What Is MS Office? What Do Work For MS Office?)”

Leave a Comment