Hello Dosto Yadi Aap Ek CellPhone User Hai To Ye Post Aapke Liye Bahut Hi Upyogi Hai. Dosto Ham Sab Yahi Chahte Hai Hamare Jo Mobile Hai Uska Battery Life Long Time Chalte Rahe Aur Fast Charging Ho Jaye Sochte Hai.
To Chaliye Dosto Ham Aapko Batate Hai Ki Kaise Ham Aap Apne Mobile Me Fast Charging Kar Paayenge. Dosto Ek Baat Bata Du Ki Main 100% To Nahi Kah Sakta Ki Har Mobile Me Fast Charging Ho Payega Lekin Kuch Had Tak Fast Charging Ho Sakta Hai.
Ye Bhi Padhe
01. Mobile Se Bank Account Ka Bailance Check Kaise Kare ?
02.Android Mobile Me Charging Aur OTG Ek Sath Use Kaise kare ?
03. YouTube Ka Video Ko Download Kaise Kare ?
04.Android Game K Ye Game Jo Kisi Ko Bhi Pata Nahi Hai ?
05. WhatsApp Account Kaise Banaye ?<
/span>
Mobile Me Fast Charging Kaise Kare ?
To Dosto Chaliye Jaante Hai Ki Ham Fast Charging Kaise Kar Sakte hai Dosto Niche Diye Gye Tipes Ko Follow Kar Sakte Ho.
Dosto Jab Bhi Aap Mobile Ko Charging Karte Hai To Aap Use Switch Of Karke Hi Charging Kare. Taki Mobile Me Fast Charging Hoga.
Dosto Jab Bhi Aap Phone Charging Karte Ho To Mobile Ko Chalaya Mat Karo. Ya Charging Karte Samy SMS Ya Call Kuch Bhi Mat Kiya Kro.
Turn off Bluetooth, GPS and WiFi
Dosto Charging Karte Samy Ek Baat Ka Dhyan De Ki Aap Apne Mobile Ka Bluetooth GPS Wifi Music etc Ko Band Karke Hi Charging Kare. Yadi Aap Aisa Nahi Karte Hai To Aapne Mobile Me Charging Slow Hoga.
ये भी पढ़े
01.facebook account कैसे बनाए ?
02. OneAd Se 250000 Har Mahine Kaise Kaise Kamaye ?
03. Google Play Console Payment Prablem Solutions ?
04.Google Kya Hai Google Ko Kisne Banaye Hai ?
05.Talkfever Kya hai Talkfever Me Account Kaise Banaye ?
To Dosto In Baato Ko Dhyan Me Rakh Ke Hi Charging Kare. Dosto Yadi Ye Post Aapko Achchhe Lage To Aage Share Jarur Kare Aur Hame Bataye Ki Ye Post Aapke Kaise Lage.