Hello Dosto Mera Internet Gyan Me aap Sabka Suwagat Hai Dosto Aaj Ke Is Post Me Ham Baat Karne Wale Hai Mishal Bandobast Ke Baare Me Dosto Mishal Bandobast Kitna Impartants Hai Ye Baat To Aap Jaante Hi Hai.
Dosto Mishal Har Logo Ke Pass Hona Jaruri Hai. Dosto Yadi Appke Pass Mishal Bandobast Nahi Hai To Tahsil Office Se Banwa Likjiye. Dosto Yadi Aapke Pariwar Ke Koi Bhi Sadsay Yadi Mishal Bandobast Banaye Honge To Use internet Se Download Bhi Kar Sakte Hai Kaise Download Karege Isko Jaanne Ke Liye Liye Niche Step ko Jarur Padhe.
Ye Bhi Padhe.
01. Aay Praman Patra ( Income Certificate ) Kaise Banaye ?
02.
Mishal Bandobst Kya Hai ? ( मिशल बंदोबस्त क्या है ? )
Dosto Mishal Bandobast Ke Baare Me Bahul Se Log anjaan Hai Dosto Dosto mishal Bandobast Ek Aisa Document Hota Hai Jisme Hamare Dada Pardada Dar Pidhi Dar Lagbhat 5 Pidhi Ka Recod Hota Hai. Aur Sath Me Jamin Jayjat Ke Baare Me Bhi Likha Hota Hai.
Mishal Bandobast Document Ka Use Ham Log Khash Jaati Niwas Banane Me Upyog Karte Hai. Ye Cast Certificate Aur Residental Certificate Banane Ka Kaam Aata Hai.
Mishal Bandobast Kaise Nikale ?
Hello Dosto Agar Aap Apne Mishal Bandobast Ko Nikalna Chahte Hai To aap Bahut Aasani Se Nikal Sakte Hai Agar aapke Dada Pardada Ne Milsal Bandobas Banai Hogi To. To Chaliye Dosto Jaante Hai Ham Mishal Bandobast Download Kaise Kar Sakte Hai. Iske Liye aap Niche Diye Gye Step Ko Follw Kre.
Dosto Mishal Bandobast Nikale Ke Liye Aapke Dada Pardada Ka Record Yani Ki Vansawali Hona Jaruri Hai.
Aur Pura Address Bhi hona Chahiye Sath Me Patwari Halka Number Bhi Hona Chahiye.
Step 01. Dosto Mishla Bandobast alg Alg District Ka alg – Alg Website Hota Hai.
Jaise Ki aap Raipur Jile Ka Ho To aap Mishal Bandobast Raipur Likhke Google Par Search Kar De, Yani Ki Aap Jis Bhi District Ka Ho Uska Naam Likhe.
Step 02. Yadi Aap Raipur District Se Hai To aap Sabse Pahle Aap Niche Diye Gaye Mishal Bandobast Ke Link Par Jaaye.
Step 03. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega
Yaha Par Aap apna Pura Details Fill Kare fir Khoje Par Click Kar De.
Step 04. Fir Aapko Pure City Ka Village Ka Name Dikhega Jinhone Mishal Bandobast Banahye Hai.
Step 05. Is Step Me aapko Apne Data Pardata Ka Name Dhoodhna Hai
Fir Use Select Kar Open Karenge To aapko Mishal Dikhai Dega,
Note Dosto Is List Me Unhi Logo Ka Mishal Bandobast Nikal Paayenga Jinke data Pardada Ne Mishal Bandobast ke Liye Apply Kiya Tha.
To Dosto Ye Post Aapko Kaisee Lage Hame Comment Karke Jarur Bataye Aur Koi Bhi Prablem Ho TO Hame Niche Comment Karke Jarur Batye.