Microsoft Se Email Send Kaise Kare


Hello Dosto Mera Naam Madhav Netam Hai Aur Aap Sabhi Ko Paha Hi Hai Main Is Blog Me Naye – Naye Technical Related Apke Liye Articles Lekhte Rahta Hu.



Dosto Is Baar Maine Ye Article Microsoft Email User Ke Liye Likha Hai. Jis Logo Ne Microsoft Me Email Create Kiya Hai Unhi Ke Liye Hai. Yadi Apne Microsoft Me Abhi Tak Account Create Nahi Kiye Hai To Microsoft Me New Account Kaise Banaye Me Jaake Banana Sikh Sakte Hai. Waise Mujhe Pata Hai Aap Pahle Se Hi Bana Liye Honge Kyoki Iske Baare Me Maine Pahle Se Article Likh Chuka Hu.

Ye Bhi Padhe

01. Mobile Se Bank Account Ka Bailance Check Kaise Kare ?

02.Android Mobile Me Charging Aur OTG Ek Sath Use Kaise kare ?

03. YouTube Ka Video Ko Download Kaise Kare ?

04.Android Game K Ye Game Jo Kisi Ko Bhi Pata Nahi Hai ?

05. WhatsApp Account Kaise Banaye ?


Microsoft Se Email Send Kaise Kare ?

Dosto Yadi Aap Microsoft Me New User Hai To Step By Step Follow Jarur Kijiye.

Step 01.Sabse Pahle Aap Microsoft Ki Official Website www.microsoft.com Me login Ho Jaiye.

Step 02. Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega Jisme Aapko


Jisme Aapko Profile Button Par Click Karna Hoga Fir My Microsoft Account Par Click Kare.

Step 03. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega



Ab Yaha Pe More Actions Par Click Kare .
Fir View Inbox Par Click Kar De.

Step 04. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhai Dega.


Isme Next Icon Par Click Kar De Jaise Ki Image Me Diya Gya Hai.

Step 05. Fir Aapko Is Tarh Dikhai Dega


Yaha Pe Lets Go Par Click Kar De.

You Also Read

01.Google Official UPI Tej App Se Paise Kaise Kamaye

02.Google ? Gmail Account Ka Password Reset Kaise Kare

03.Google Kya Hai Google Ko Kisne Banaya Hai

04.Google Play Console  Ka Payment Kaise Kare Any Bank

05.OneAd Se Paise Kaise Kamaye 250000/Month



Step 06. Fir Aapko Is Tarh Se Dikhega.



Jisme Aapko New Message Par Click Karna Hoga.

Step 07. Aapko Is Tarh Dikhai Dega


 jisme Aapko

01. Isme Jisko Email Send Karna Hai Uska Email Address Daale

02. Yaha Pe Subject Daale.

03. Yaha Par Message Daale.

04. Send ParClik Kar De.

To Dosto Is Prakar se Aap Microsoft Me New Email Send Kar Sakte Hai.
Dosto Yadi Aapko Kuch Problem Aaye To Hame Comment Karke jarur Batana. Aur Is Post Ko Apne Dosto Ko Share Jarur Karna.





Leave a Comment