Mera Mobile, Mera Bank, Mera Batua

        Mera Mobile, Mera Bank, Mera Batua


Chashless kya hai? 

Helo dosto aaj ham jaanege cashlesh ke bare me ye cashless ke suvidhaa ko modi ne pure india me lagu kar raha hai. Kyoki modi ne India Ko Digital India banana chahte hai aur ham bhi chahte hai ki jald se jald hamara desh Pura-ka-pura Digital ban jaaye. Cashlesh we suwidha hai jinke jariye hame bina cash ke apna bill ka bhugtaan kar sakte hai. Yes ek digital bhugtaan hai jise modi ne pure india me laagu kar diye hai. Jinki jaankari TV, news me bataye jaa rahe hai sath hi jo village me rahne wale log hai use liye har village me gram panchayat ke madhym se training karwa rahe hai . 

Mai Akaltara gauw ka rahne wala hoo aur main gram panchayam me Computer Operater (VLE) ka work karta hoon isliye abhi main apne village me cashless ke bare me jaankari deta hoon. 

 Cashlesh ka matalab yah hai – bina cash ke bhugtaan. 

Cashless me ham kaise bill ka bhugtaan karenge iski jaankari ke liye aage padhte rahiye. 

Bill ka bhugtam kaise kare: Aaj kal to ham bill ko kai prakar se bhugtaan kar sakte hai :- 

Freecharge, Paytm, Paypal, Modi ke yojna ke anusaar kuch tarika is prakar se hai jisse ham online paymet ya bil ka bhugtaan kar sakte hai. 

01 UPI UPI 02.USSSD 
03.SBI Apps 
04.ATM Card 

 01.Apps- 

yak ek aisa apps hai jiske jariye ham online bil ka bhugtaan kar sakte hai. UPI Apps se paise transfer karne ke liye hamare pass kya-kya hona chahiye:- 01.Andriod Mobile/Jisme Internet chalta ho 
02.Bank AC Number/ATM 

 Bhugtaan kaise kare: 

 01 bhugtaan karne ke liye hame apne mobile number bank ya ATM me register karna hoga. Jiska mobile no. banke me register nahi hai we register karwa le. 
02. apne mobile me UPI Apps Download kijiye. 
03.usme naya ID banaiye. 
04.UPI Pin set kijiye yaad rahe ki is pin ko koi any vykti ko na bataye. 

Itana ho jaane ke baat aap khahi bhi bina cash ke bhugtaan kar sakte ho. 

02 USSD 

USSD kya hai ? 
Ham apne mobile me bailence check karte hai (*121#/*367#) use code/Number ko USSD code kahte hai. 
USSD se bhugtaan karne ke liye hamare pas kya-kya hona chahiye: 
01 Bank AC Number 
02 Simple Mobile /Andriod mobile 
Bhugtaan kaise kare: 
01.sabse pahle to apka mobile number apke bank account me registerd hona chahiye. Registerd nahi hai to registed karwa lijiye.

Hello Dosto Mera Name Madhav Netam Hai. Main, Mera Internet Gyan, Mera General Knowledge Ka founder Hu. Dosto Mujhe Blogging Karna Bahut Pasand Hai. Main Internet Se Naye Naye Jaankari Leta Rahta Hu Aur Apne Visiter Ke liye Naye Naye Technical Related Jaankari Deta Hu. Aur Main Internet Se Sabka Help Karta Hu Mujhe Help Karna Bahut Achchha Lagta Hai

Leave a Comment